AoA Dear Experts,
Meray PC main virus aa giya tha. jis ki waja se mujhe apni disk ki partition krni pari. is se pehle main ne apna data USB main copy kr lia tha. Ab plz baatain ke main USB main moujod data ko kis Antivirus se Scan karon. NOD32 k baray main boht suna hai. koi bhai is ka link de sagta hai along with.....?
Thanks,
KB.
Bookmarks