Results 1 to 8 of 8

Thread: Aik Lerki " A Girl "

  1. #1
    TheMask's Avatar
    TheMask is offline Senior Member+
    Last Online
    10th January 2011 @ 01:49 PM
    Join Date
    04 Dec 2005
    Location
    Ashiyana
    Age
    39
    Posts
    750
    Threads
    91
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Arrow Aik Lerki " A Girl "

    Aik Lerki " A Girl "
    Attached Images Attached Images  

  2. #2
    Shumaila Khan's Avatar
    Shumaila Khan is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2010 @ 03:03 PM
    Join Date
    11 Jan 2007
    Location
    In Your Brain
    Posts
    623
    Threads
    88
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Bhot Achi Writing Hai Aap Ke Mashallah
    mein aap ke baat se kisi had tak itefaq karte hoon
    lakin sirf ye nahin ke larki ko ghar se nazarandaz kar diya jiye to wo ahsas-e-kamtari ka shekar ho jate hai balke har eik ka faraz hai ke hum ghar ke andar wo mahool peda he na hone deen jis se nobat yahan tak ponche....aaj kal is tarah ka ruhjan ziyada hai aur ye sirf kam elmi ke waja se hai....jab tak hamara system change nahin hota is tarah hota rahey ga lakin ghar mein waldeen ke sakhti be zaroori hai aur jab tak wo sakhti nahin karen ge to ghar ka mahol ziyada kharab ho jata hai....aap ke sharing ko dad diye baghair nahin reh sakte.....bhot acha likha hai.....thanks for your sharing

  3. #3
    TheMask's Avatar
    TheMask is offline Senior Member+
    Last Online
    10th January 2011 @ 01:49 PM
    Join Date
    04 Dec 2005
    Location
    Ashiyana
    Age
    39
    Posts
    750
    Threads
    91
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote Shumila said: View Post

    Agreed 100%...................Thanks for detail reply Daad Denay per Shukriya

  4. #4
    cute_charming786 is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2011 @ 01:16 AM
    Join Date
    29 Dec 2005
    Location
    ~*~Live in yOur
    Posts
    3,449
    Threads
    146
    Credits
    955
    Thanked
    0

    Default

    hmmmmmmmmmmmmmmmm
    (Aap Ko Dad Deni Pare gi...............................

    aap samjh rahe hain na kion.......................)

    Kia aisa mardoon k sath nahin hota.............yaqinan hota hia
    aur uss waqat kia hota hia..............yehi k mard ka moshara hia.........
    mard khudh ko adjust kar leta hia.............

    magar larki.............apne ghar .........aur apne se pareye ghar main
    yehi uss ki zindagi hia.........abhi wo pehlay ghar main apna sahi muqam
    nahin bana pati k ussy dosre ghar main jana parta hia
    jahan par ussy un sakhtion ka samna karna parta hi................k
    uss ki hasti mitti nazar ati hai....................

    aur inhi qubanion ki waja se...................ALLAH TABRUK WA TALA
    farmatay hian k agar main apne bad kissi ka sajda karne ka hukam deta
    to yaqnan maaan ki hasti hoti...............

    Nice writen

  5. #5
    mr_obaid's Avatar
    mr_obaid is offline Senior Member+
    Last Online
    18th December 2011 @ 03:20 AM
    Join Date
    07 Jul 2006
    Location
    karachi THE light
    Posts
    2,139
    Threads
    114
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    IS MAIN KOI SHAK NAHI KAY HAMMARAY NABI NAY ORTOU KAY hokok kay BARRAY MAIN BHUT TAQEED FARMEEE HAI
    BUT MAYRA AAP SAY QUESTION jo aap nay likha hai
    kia aaj ki orat ase hai
    NAHI NAHI NAHI NAHI NAHI NAHI ......................
    dhaikhyeh sir yaqenan aap ko bura lagga hoga laikin sachaee HAI kay AAB ORAT AZADE KAY NAAM PER WOOO KUCH KARRAHI HAI jiss KA AAP OR MAIN TASAWOR BI NAHI KARSAKTA MAYRE ANKHO KAY SAMNAY WO KUCH MAIN NAY dhaikh hai 14 feb ko kay mujhay nahi lagta yeah muslim mulk hai
    farooq-o-hassan ka ranj hum kcuh kam nahi kartay,,
    haan mager sina-o-sir peet kar matam nahi kartay,,,
    kafir hain jo munkar hain hayyat-ush-shoda kay,,,
    hum zinda logo per matam nahi kartay.....

  6. #6
    TheMask's Avatar
    TheMask is offline Senior Member+
    Last Online
    10th January 2011 @ 01:49 PM
    Join Date
    04 Dec 2005
    Location
    Ashiyana
    Age
    39
    Posts
    750
    Threads
    91
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Shukriya CC786 & Obaid bahi

  7. #7
    Join Date
    23 Nov 2006
    Location
    Rawalpindi
    Age
    42
    Posts
    6,234
    Threads
    306
    Credits
    1,029
    Thanked
    0

    Default

    Salam
    larki ho ya larka ager
    iss ko ghar main ya kesi bi jaga main
    jahan wo apna aik makam rakhty ho yani
    uss main in ki bi shamoleyat ho un ko ager
    nazar andaz keya jay ga to wo zaroor
    ehsasy kamtari ka shakar ho jay gy
    khuram bhai aap ny bohat acha lekha hai
    good aap ny shoro main hi lekha tha k aap larkon k ley aik
    eleda thread bany gy to mujay uss ka bi intazar rahy ga nice
    ..

  8. #8
    Join Date
    23 Nov 2006
    Location
    Rawalpindi
    Age
    42
    Posts
    6,234
    Threads
    306
    Credits
    1,029
    Thanked
    0

    Default ji

    Quote mr_obaid said: View Post
    IS MAIN KOI SHAK NAHI KAY HAMMARAY NABI NAY ORTOU KAY hokok kay BARRAY MAIN BHUT TAQEED FARMEEE HAI
    BUT MAYRA AAP SAY QUESTION jo aap nay likha hai
    kia aaj ki orat ase hai
    NAHI NAHI NAHI NAHI NAHI NAHI ......................
    dhaikhyeh sir yaqenan aap ko bura lagga hoga laikin sachaee HAI kay AAB ORAT AZADE KAY NAAM PER WOOO KUCH KARRAHI HAI jiss KA AAP OR MAIN TASAWOR BI NAHI KARSAKTA MAYRE ANKHO KAY SAMNAY WO KUCH MAIN NAY dhaikh hai 14 feb ko kay mujhay nahi lagta yeah muslim mulk hai
    hmmmmmm nice Obaid bhai nice

Similar Threads

  1. Replies: 10
    Last Post: 31st October 2017, 11:15 PM
  2. """""Nokia ki themes ab ap khud bnain"""""
    By Adeel SR in forum Softwares
    Replies: 72
    Last Post: 4th July 2017, 03:16 PM
  3. Replies: 7
    Last Post: 26th October 2016, 09:35 AM
  4. """"""ہمسفر""""""
    By sheri in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 3
    Last Post: 26th October 2016, 09:10 AM
  5. Apni Marzi ka "FONT", "Colour", "Size" ko hamesha k leye select kerna seekhain.
    By Kutkutariyaan in forum New Members Training Center
    Replies: 498
    Last Post: 31st October 2015, 07:57 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •