2 dost
year 1980
A:yar ye light kab jate hai
B: pata nhi mere khayal main saal main ek bar
1990
A:yar ye light kyn jate hai
B: pata nhi mere khayal main transfarmer badalte hain
2009
A:yar ye light kub ate hai
B:jub hamare ilaqe ki jaye ge to tumhare ilaqe ki aye ge
2014
A:yar ye light aye ge aj?
B:nhi ajj multan main hai lahore ki bare kal hai
2020
A:suna hai purane wqtoon main light hua karte the
B:soo jayo light wite kuch nhi hote sab tumhara weham hai
Bookmarks