Nigahon k tasaadom se, ajab taqrar karti ha.
Yaqin qamil nahi lekin, guman ha pyar karti ha.

Laraz jata hoon main ye soch k, kafir na ho jaon,
Tabiyt us ki poja k liye, bra israar karti ha.

Usay malom hai shayad, mera dil hai nishane pr,
Labon se kuch nhi kehti, nazar se war karti he.

Mn us se pochta hon khuwab ma, mujh se mohbat hai
Phir aankhain khol deta hon, wo jab izhar karti hai..