ASSLAMU ALIKUM.
CAN anybody tell me,,how can I add background music or my fav song in yahoo 360 like my space
ASSLAMU ALIKUM.
CAN anybody tell me,,how can I add background music or my fav song in yahoo 360 like my space
Wah....................akhir aap ne apne hatoon ko taklif de hi di
hmmmmmmmmmmmmmmmmmm ...................great
Welcome in ITDUNYA......................aap ayaa karain aur apne achay
achay comments bhi dia karain.........................theek hai na
aab atay hain aap k swal k jawab ki janib
wo aap ko main thori hi dair main dhoond kar coding smait deti hoooon
Thank charm,,
actually na,,, main kia post karon,,mujhay samjh nahin ata,,,,,,graphics par kaam mujhay ataa nahin,,,aur kuch poochna hota nahin mujhay...par , main koshish karon ge ainda say regular contact main rahon
aur haan,,,Well its ok,,yah 360 kay baray main tu aysay hi pooch liya tha,,, agar possible na ho tu koi baat nahin,,asalm ain main parayshan hogyee thee,,

kisi bhi .wav ya .mid file ko as backgroud music set karna paray ga ya phir agar yahoo 360 main html allow hai to html code insert karna paray ga.
<bgsound src="yourmusicfile.wav" loop="infinite">
aur haan welcome to ITDUNYA
app is tarah se apny yahoo 360 k main page ki coding main is tarah code lekhin
<BGSOUND SRC="kabhi shaam dhaly.mid "LOOP="INFINITE">
**note kabhi shamm dahly jo hai ye gana hai jo k app k main page k bakground main play ho ga..is k elawa app kisi website k address de kar bhi link de saktin hain..i-e http://www.apniisp.com/polyphonic/kabhisham dhaly.mid ***
waisy app agar webdesign seekhna chahti hain tu app microsoft frontpage main kaam karin wo buhat hi asan hai ......
Hmmmmmmmmmm Nice..........................
Thank U ................
aray possible kaisay nahin hia jab hoon hamare pass sheeda bahi
to phir kissi cheez ki kia mijal ...............
aap ki posting ka mujhe intezar rahe ga.......................
aray aap aya karain yehi bohat hai ....................aur urdu tut main
designin parh karain..............................good luck
Salam U Alaikum
Bohat Arse Bad
Welcome Janab Keep Visiting
ASSLAM U ALIKUM,,,
Buhat buhat shukriya ,,
Sheeda, charm ,humayon , jawad,so nice of you
you are welcome fatima.
forum par aatay jaatay raha karain.
Bookmarks