assalam alaikum
umeed karta hoon k aap sub khairiat se honge. aj mein aap ko aisa software btane jaraha hoon jis se aap windows mein ek aam folder ki tarah doosri windows ko b pao to us software ka naam hai vmware jis se ek windows k folder mein doosri windows ko instal kar sakte hain.
m sory mere pas na he iski koi link hai or na he iska tareeqa. mein ne bus is software ka intikhab kardia
agar itd mein kisi member ko iska tareeqa ata hai to meherbani kar k wo hamare yahan share to meherbani shukria
Bookmarks