Results 1 to 10 of 10

Thread: kya mujhe in svalon k javab milen gay?? ABOUT PAKISATN

  1. #1
    shama ghazal's Avatar
    shama ghazal is offline Senior Member+
    Last Online
    28th September 2009 @ 04:46 PM
    Join Date
    25 Feb 2009
    Location
    zindagi k kisi
    Posts
    3,157
    Threads
    131
    Credits
    802
    Thanked
    4

    Arrow kya mujhe in svalon k javab milen gay?? ABOUT PAKISATN

    aaj pakistan ko itahad , unity , muhabbat, qurbani

    in sab cheezon ki sakht zaroorat hai
    hum 14 aug ko schools mein
    her jaga functions to orginize kertay hain mgr
    kya hum sachay pakisani hai???

    hain hum sachay pakistani??????????
    kitnay log kehtay hain k hum sachay pakistani hain??

    hum mili nagamay ga aur sun to letay hain
    mgr un ka kya faida
    jab agalay din hum sab kuch bhoool chukay hotay hain

    vo jhandian hamaray mulk ka parcham \
    neechay hamaray paoon talay hotay hain
    aur hum mein se agr kisi ko gerat aati hai to vo ye

    k ye jaga gandi ho rahi hai
    aur vo jhandi utha ka dusbin mein phenk di jati hai

    kya hum zinda qoum hain???
    kya hum ek hain???

    kya hamari pehchaan pakistan hai??????

    na jane kahan ja raha hai hamara mulk
    ALLAH TABARAK VA TAALA is ki hifazat farmaye

    jab 1947 mein pakisatn azad hua tha
    ya us se pehlay sab ka naara kya hota tha???

    aap ko maloom hai??

    ye hota tha k
    PAKISTAN KA MATLAB KYA???
    LA ILAH ILLALAALLAH
    SHARIYAT E QANOON KYA HOGA??
    MUHAMMUD R RASOOLILAH


    hum is soorat mein ALLAH se vaada kertay thay k
    YA ALLAH humein ek mulk ata farma
    jahan hum teri ibadat ker saken
    jahan hum tera qanoon nafiz ker saken

    lekin aaj hum un saray vadon ko bhool chukay hain
    tabhi to hamari ye halat hai
    hum mein itahad nahin hai

    kya aaj hum azad hain??
    mein aap se poochti hooon

    kya hum aazad hain??

    aiesi zindagi to hukm vahan HINDUSTAN mein bhi jee rahay thay

    phir PAKISTAN ban_e ka maqsad kya tha??
    kyun banaya gaya pakistan???



  2. #2
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    MASHAALLAH .......... boohat achay sawalaat kia hain aap nay ........ asal main hum zahiri toor per to azad hain lakin humare zehan humare sooch abhi bhi ghulami ki zanjeero say azad nahi hoi ........
    Humara nara ........

    PAKISTAN KA MATLAB KIA ........
    ROSHAN KHAYYALI ........ QOOM PARASTI OR AMRICA KI GHULAMI .....
    PAKISTAN MAIN SHARIAT KIA .....
    KUM KUM , SAAS BHI KABHI BAHO THE , KES DESH MAIN HAI MERA CHAND ....

    jis maqsad k lia hum nay PAKISTAN hasil kia tha woo to PAKISTAN bantay waqat tha he nahi .......... woo maqsad humara us waqat khatam ho gaya tha jab PAKISTAN azad howa tha ........

    Pakistani parcham sirf 14 august ko humare gharon k sab say ooper laga hota hai aglay din dustbin main ya pher paion mian hota ....... main aap ki is baat say itefaq karta hooon .......

    aap ka sawalon ka jawab koi sacha pakistani he day sekta hai lakin shayed ab koi sacha pakistani raha he nahi ..........
    Max img size for signature is 30KB or Less

  3. #3
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    shayed main nay kuch ghalat keh dia hai lakin mare nazar mian kafi had tak sahe hai ........ shayed aap log mare bat say itefaq na karain ........

  4. #4
    shama ghazal's Avatar
    shama ghazal is offline Senior Member+
    Last Online
    28th September 2009 @ 04:46 PM
    Join Date
    25 Feb 2009
    Location
    zindagi k kisi
    Posts
    3,157
    Threads
    131
    Credits
    802
    Thanked
    4

    Default

    Quote Ustaad said: View Post
    PAKISTAN MAIN SHARIAT KIA .....
    KUM KUM , SAAS BHI KABHI BAHO THE , KES DESH MAIN HAI MERA CHAND ....


    KIS DESH MEIN HAI MERA CHAND nahin
    KIS DESH MEIN HAI MERA DIL

  5. #5
    ahoor's Avatar
    ahoor is offline Senior Member+
    Last Online
    17th December 2011 @ 06:12 PM
    Join Date
    09 Apr 2009
    Age
    35
    Posts
    4,299
    Threads
    114
    Credits
    945
    Thanked
    2

    Default

    hum sab ko yeh sawal sab se pehlye to apnye ap sepochnye chahyein...k kya hum mein yeh sab chezein hain?jab tak khud theek nahi hoon ge dosron ko bhi nahi kar saktye theek...

  6. #6
    shama ghazal's Avatar
    shama ghazal is offline Senior Member+
    Last Online
    28th September 2009 @ 04:46 PM
    Join Date
    25 Feb 2009
    Location
    zindagi k kisi
    Posts
    3,157
    Threads
    131
    Credits
    802
    Thanked
    4

    Default

    u r right

  7. #7
    Post Reader is offline Member
    Last Online
    4th March 2010 @ 12:30 AM
    Join Date
    26 May 2009
    Location
    Moderator Control Panel
    Posts
    3,392
    Threads
    169
    Thanked
    20

    Default

    aik baat bataon main aap sab ko k Pakistan Azad nahi hua.........ham sab ghalat dagar per soch rahay hain Hamain jashan e azadi nahi balkay Salgirah manani chahiye...........kyunkay Pakistan 1947 se pehlay kabhi tha hee nahi or jab tha nahi to Pakistan kisi ki ghulaami main bhi nahi tha.......jab ghulami main nahi tha to azad kesay hua???...........kia hai kisi k paas is sawal ka jawab........

  8. #8
    kainat batool is offline Senior Member+
    Last Online
    16th October 2009 @ 05:49 PM
    Join Date
    10 Aug 2008
    Location
    LAHORE
    Posts
    3,701
    Threads
    158
    Credits
    1,035
    Thanked
    8

    Default

    Quote Post Reader said: View Post
    aik baat bataon main aap sab ko k Pakistan Azad nahi hua.........ham sab ghalat dagar per soch rahay hain Hamain jashan e azadi nahi balkay Salgirah manani chahiye...........kyunkay Pakistan 1947 se pehlay kabhi tha hee nahi or jab tha nahi to Pakistan kisi ki ghulaami main bhi nahi tha.......jab ghulami main nahi tha to azad kesay hua???...........kia hai kisi k paas is sawal ka jawab........
    yup bro i have the answer if u accept

    hum yee bat is liye bolte hain ke pakistan azad hua kyn ke is se pahle ye jaga jis ko baresaghier kaha jata tha musalmanon ki hakomat main tha yanii ye musalmanon ka country tha sirf name change tha bad main jab greeks ne yahan par hold kar liya to phir musalmanoon ne qoud azam ke sath mil kar is ke khilaf fight ki or apne country k azad karwaya or kyn ke ab ye country jo ke pahle baresaghier kahlata tha or sirf musalmanon ki malkiyattha ab two parts main divide ho gya tha is liye is ka name pakistan rakha gya soo hu yahe bolen ge pakistan azad hua kyn ke ye hamara hi country tha pahle bhe or ab bhe .or INSHALLAH hamesha rahe ga (ameen)
    if u have enymore question so most welcome
    [IMG]http://i595.***********.com/albums/tt40/be-the-first/eid1.jpg[/IMG]

  9. #9
    Join Date
    10 Jul 2009
    Location
    ANTI TALIBAN PAKISTAN
    Age
    35
    Posts
    813
    Threads
    36
    Thanked
    28

    Default

    I M Sorry Aap Ka Wasal Itna Bara Hai Ke Mere Paas Parhane Ke Liye Time Hi Nahi Hai

  10. #10
    Join Date
    09 Jan 2008
    Location
    B3h!nd Y0u
    Posts
    3,463
    Threads
    284
    Credits
    62
    Thanked
    86

    Default

    nice shairng

Similar Threads

  1. OUR BEAUTIFUL PAKISATN part 2
    By ihtisham22 in forum Photo Gallery
    Replies: 16
    Last Post: 12th March 2014, 03:22 PM
  2. Ramadan 2012 Calendar, Timing for Pakisatn
    By sibghati in forum Ramadan Kareem رمضان كريم
    Replies: 15
    Last Post: 23rd July 2012, 12:08 PM
  3. Our Beautiful Pakisatn
    By ihtisham22 in forum Photo Gallery
    Replies: 12
    Last Post: 5th November 2009, 07:24 PM
  4. Blast In Pakisatn..... koi tareeqa hai ????
    By ZoOp in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 28
    Last Post: 29th June 2009, 03:26 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •