Aaj shaam se sawan baras raha hai
aur meri aankhein bheeg rahi hain
tumhari yaad dabay paon mere
dil pe dastak de rahi hai
yeh kaisa meetha dard hai jo
nas nas main meri utar raha hai
aur dharkano ki bas aik pukaar
kab tak itna tarpao gay
kab tak yun satao gay
meri mushki ko asan kardo
suno tum mujhay azaad kardo
Bookmarks