Asalam-o-alikum
hope k aap sab khairyet say hongay. doson muje ye maloom kerna hai k mai apni yahoo ya hotmails ki mails k sath agar koi animated pics lagana chahun as a signature ya phir koi scrolling text ya backgroung music lagana chahun to kis terhan karun.
as a signature plz in 3 ka treeqa bata dain
1) animated pics
2) scrolling text
3) backgroung music
kush raho sab
tc
ALLAH HAFIZ
Bookmarks