yar ye to hai lekin jahan tak main ne kal article dekha tha us main wazeh likha tha ke ye govt awam ki taraf se a hi nahin sakti aik sochay samjhe mansoobay ke tehat ye sab kiya gaya.
woh kafi lamba article hai main sara perh k usay urdu main likhne ki koshish karun ga...
Pata hai aap ko Pakistan ki 800,000 acre jaga developed countries ne kharid li hai. UN k mutabiq ye mumalik developing countries ki zarai zameen kharid ker khud apne istamaal main la rahe hain...
Remove Signature (Signature Max Size 30 KB )ITD Team
Bookmarks