main chahta houn k maray pc main agar mara khuch personal data para houa hai ya koe pic hai to main us ko kece folder main save kia hai main us ko pasword laga do .lakin wo folder hide na ho jab us ko koe open karnay ke koshish karay to wo password mangay kia aysa possible hai agar hai to plz tell me about this urgently .
Rashid