Adridi Bai!
Meree aik tajweez hai agar pasand aye to amal karain warna pir trash main to waisy b hai.
TAJWEEZ
ye hai k
har thread k 7 aik link ye b banayain k agar wo page koi apny email address par ya kisi dosry friend ko mail karna chahy to karsaky.
Afridi Bai!
Agar Mumkin ho to s par amal karain. s tarah hum apny doston ko koi khas thread bej sakain gy awr wo ITDUNYA ma ayengy.
awr agar mumkin na ho to mujy reason batain (PM k zariy)
Bookmarks