Janab mujhay GIF Animation k zarye banners icons and buttons banana sikkhna hai
jiss tarah ITD par Title hain GIF Animation walay woh kiss tarah banaye gai hain kaun sa software use huwa hai
agar koi yahan snap shots k zarye sikhaa day tau bahut mahrabani ho gi ...plz
jiss tarah yeh wala title
MODERATOR
Bookmarks