Salam:
agar kisi ko pta hai to btay
Wo konsi cheeze hai jo larkia pehanti bhi hai or khati bhi hai
or
larka sirf khata hai pehanta nhi
waiting....
dekhty hai kon btata hai.
Salam:
agar kisi ko pta hai to btay
Wo konsi cheeze hai jo larkia pehanti bhi hai or khati bhi hai
or
larka sirf khata hai pehanta nhi
waiting....
dekhty hai kon btata hai.
Sharam-o-Hayya
umeed ha jawab mil gaya
dobara aisa callenge nahi dena IT dunya ko
agar koi achi baat kahi hoti to Sawab bhi milta or JAwab bhi....
Yaar asal mai mujhy bhi nhi pta.
or ya kha kaisy sakty hai?
Yar achi baten share kia karo itdunya main asi baten share mat kia kro
Bookmarks