Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 24

Thread: Zahoor e al-Mahdi insha Allah!

  1. #1
    Ahmed1rfan's Avatar
    Ahmed1rfan is offline Member
    Last Online
    13th April 2010 @ 02:36 PM
    Join Date
    30 May 2009
    Posts
    156
    Threads
    13
    Credits
    1,000
    Thanked: 1

    Default Zahoor e al-Mahdi insha Allah!

    wa Salaam alekum!
    Last edited by Ahmed1rfan; 29th September 2009 at 10:07 PM.

  2. #2
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ahmed1rfan said: View Post
    Ahadith ki roshini maen al-Mahdi ki jo nishaniyan di gayi haen unn maen aik to ye hae ke unn ka aur unnn ke waalidaen ka naam Rasool Allah A.S ke naam aur unn ke waalidaen ke naamon se milta ho ga. lehaza inn ahadith ki roshini maen Shia hazraat jin ko Imam Mahdi bata rahe haen, unn per ye nishani poori nahin ho rahi. kya maen ne theek samjha?

    doosri baat ke Rasool Allah ke ehle bait maen se al-Mahdi ka hona bhi aik nishani hae, aur ehle bait sirf Quresh ya Arabi nahin, ye baat maen Salman Farsi R.A ka ehle bait hone ki Roshini maen keh raha hun. kya maen ne theek samjha?

    Quran ki roshini maen ehle bait hone ki sharaait haen, unn sharaait ko poora na karne waala Nabi ka beta bhi ho to ehle bait nahin, jaisa ke Nooh A.S ka beta. Jab ke khud Rasool Allah ne ehle bait maen Salman Farsi R.A ko shamil farma kar Arbi o Ujmi ka Qissa khud khatam farma diya.

    Ye ehle bait se hone aur na hone ka fitna hi wo fitna hae jiss ne bani Israel ko Rasool Allah A.S ko bataur akhri Nabi qabool karne se rok diya tha.

    Maen Allah se dua go hun ke Allah hamen Haq baat ko lene waala bana den na ke haq baat ko iss baat par thukraa dene waala bana den ke hamaari nazar maen kon ehle bait hae aur kon nahin! Iss baat ka faisla ke kon ehle bait hae aur kon nahin, sirf aur sirf Allah Tabarak wa Ta'ala farma sakte haen jab ke aaj hamare beech khud Rasool Allah bhi mojud nahin.

    yaad rakhiye ke Rasool Allah A.S ka farmaan hae ke YE MAT DEKHO KE KON KEH RAHA HAE, DEKHO KE KYA KEH RAHA HAE aur aik aur farmaan ke AGAR TUM PER AIK NAAK KATTA HABSHI GHULAAM BHI AMEER MUQARAR KAR DIYA JAYE AUR WO TUM KO ALLAH AUR USS KE RASOOL KE TAREEQA PER LE KAR CHALE TO USS KI PERWI KARNA TUM PE FARDH HAE.

    Rasool Allah kissi mard ke baap nahin, ye hukm Quran ka hae, hamen nassal parasti se baaz rehte hue har har Muslim ki Mushawarat ko mukamal tawaju deni ho gi, jin haalaat se hum guzar rahe haen hamare paas itna waqt aur gunjaish nahin ke hum tang nazri aur Quran o SUnnat ki Mukhalifat maen apni apni passand ki shakhsiyat ke muntazir rahen! Kissi ujmi ko kissi Arbi, kissi gore ko kissi kaale per fauqiat dene ki siwa e Taqwa ke koi aur waja hamare liye az khud nahayat nuksaan de saabit ho g!

    Ambiya e Ikram Allah ke Moajze laane ke baad bhi logon ko qabool na the, Mahdi to koi Nabi na hon ge, aur unn ka Moajza issi Quran se ho ga, yani jiss waja se un ka aik laqab HUjjat-ul-Quran milta hae hamen. Hamen al-Mahdi ki talaash kam aur Hidayat ki talab zayada honi chaahiye, yehi wo wahid tareeka hae al-Mahdi ko pehchaan karne ka. kya maen sahi samjha?

    Afsos ki baat ye hae ke hum ye samajhne se qasir haen ke Rasool Allah ke Nabbi hone ki daleel Quran hae to Mahdi ke Mahdi hone ki daleel Quran se hatt kar koi aur cheez kyun kar ho sakti hae! Aaj Quran se jo hamara ta'aluq hae, uss se yehi nazar aata hae ke hamara Mahdi ke saath bhi wohi ta'aluq hae, yani aik ghair sa!

    Baat boht seeedhi saadi hae, Mahdi Quran se aik HUjjat layen ge, jiss maen hamare haalaat ke mutabiq khuli hujjat o hidayat Allah ki Taraf se ho gi, aur wo HUjjat khaas kar Sura Kahaf se hona Hadith ki roshinin maen nazar aata hae. Wo log jo Quran ki Hujjat ko ignore karen ge, wo na to mahdi ko paayen ge aur na hi Mahdi ko aise logon se koi sarokaar ho sakta hae.

    iss saddi maen ijtehad ki naye sirre se zaroorat hae kyunke hamari dunya wo nahin jo aaj se 1400 saal se thi, hamari currency, hamara white house, hamari geography, hamari values sab ki sab badal chuki haen aur Shariat se mukamal ikhtilaaf rakhti hae. Aaj but parasti ko technology ke naam per halaal jaane laga hae, hum apni rozi ko but parasti ke naam kar chuke haen, hamari currency aur hamare ghar buton se bhare pare haen. Kon aya Akhri Nabi ke baad ke hum ne shariat hi badal daali? Aurat ko Hakim kiss ne banaana jaiz qaraar diya? Sood ko halaal kiss ne kiya? gaana bajaana kiss ne halaal kiya? jaandaaron ki tasaweer banaana aur unn ko sajaana kiss ne halaal kiya? Aaj but parasti ka dor dora hae aur iss ke khilaaf awaaz uthaane waala koi nahin?

    Sadiq aur Ameen A.S ne keh diya, jiss ghar maen jaandaaron ki tasaweer hon wahan rehmat ke farishte nahin aate, aaj hae koi Rehmat ke farishton ka muntazir siwa chand aik logon ke magar unn ko bhi pakar pakar kar qatal aur qaid kiya jaa raha hae.

    BOht afsos ki baat hae aur dil gham maen dooba huwa hae ke Muhammad al-Rasool Allah ki khuli mukhalifat karne waale khud ko Muslim tasawur karte haen aur Muhammad al-Rasool Allah ka inkar aur unn ki shaan maen buri baaten aur cartoon karne waalon ke saath UN maen baith kar nahayat dheet hone ka saboot diya jaa raha hae.
    koi kehta hae ke Islam ka jhanda sabz hae, koi kehta hae surkh, kissi ko ye yaad nahin ke ISlam ke do jhande haen, siyah aur sufaid bas!

    kissi ko ye yaad nahin ke Kaaba ka ghilaaf Sufaid tha na ke siyah, khud to sab ke sab sufaid ehram pehn kar Sunnat ki perwi ka daawa karte haen, magar kaaba se aqeedat kissi maen nahin, hae koi jiss ka ghar kaala ho? Kaba aman ka ghar hae, aman ka rang kaala ya sufaid hota hae?

    Kaba koi fashion ki jaga nahin ke jab chaahe kala rang kar do aur jab chaahe sufaid, Kaba al-Salaam ka ghar hae aur salaamti ka rang sufaid hota hae na ke kaala. iss se zahir hota hae ke hum kitne care fitne maen ghir chuke haen, ke hamen sufaid o siyah ki tameez hi baqi nahin to sach o jhoot ki kya khabar.

    Aaj kya Arab aur kya Ajam, ghar ghar Hindu moorti aur bhajan chal rahe haen bollywood ke naam per, aap ke waalid ko koi gaali de to aap uss ko qatal karne per aa jayen, aur wo mal'oon jo khuda ko bandar, gaaye, haathi, saanp waghera se tashbih den, wo aap ke heros, to phir sabr karo, fesla door naih!

    Quran na hota to maen Muslim na hota, sharam aati hae mujhe aise logon ke saath rishta jorne per jo Quran ke hote hue abhi tak insaan ke qawaneen ki ghulaami qabool kar rahe haen, aur mana kya rahe haen? jashne aazaadi?
    haan ab smajh aati hae, ye jashn Allah aur Rasool ke qawaneen se aazaadi ki khushi maen manaya jaata hae, warna to na hi Pakistan ka wajood tha 1947 se pehle ke wo ghulaam hota aur na hi uss ke aazaad hone ki koi baat aqal maen aati hae.
    Kaisey khud ko mushrikon ke jashanon maen masroof kar liya Ummat ne aur apna assal izzat o waqar apne haathon matti maen mila kar Alah ke inaam o ikram ki na shukri maen masroof haen.

    Pakistan aik Khilafat se kam kuch nahin, ye azaad nahin balke paeda huwa, aazaad to hindustan huwa! Hamen Allah ne itna bara inaam diya aur hum ALlah ka shukr 27th Ramdhan ko karne ki bajaye angrez ka shukr 14th august ko kar rahe haen pichle 60 saal se.

    Itni Sharam ki baat hae ke saaton sumadar bhi doob marne ko kam haen, magar meri qaum ke logo khabardar ke kahin sooraj maghrib se na nikal pare aur Tauba ke darwaze band na ho jayen. Allah ki Jannat ke green card ki chaahat rakho, jahan na bemaari na burhaapa na maut! USA ibne Sood ke dhoke maen parna to taqdeer thi, magar uss se nikalna hi assal imtihaan hae!
    Aur Allah aur Rasool se Mohabbat se barh kar koi taaqat aisi nahin jo hamen iss zalaalat se azaadi de.

    Allah kare ke wo din jald aaye ke jab Pakistan UN maen uss ki member ship phaar kar uth jaaye ga, magar uss ke liye sabaq phir parh imaanat ka sadaqat ka shujaa'at ka, ke liya jaaye ga kaam tujh se dunya ki imaamat ka insha Allah!
    Ahmed1rfan good Kamaz kam ap tahqeeq to kr rahe hai na. ham ne to aj tahqeeq krna hi chor di hai (is ka ye mutlib nahi hai kh main ap ki tahqeeq se etfaaq krta hon. ) don't mind

  3. #3
    Ahmed1rfan's Avatar
    Ahmed1rfan is offline Member
    Last Online
    13th April 2010 @ 02:36 PM
    Join Date
    30 May 2009
    Posts
    156
    Threads
    13
    Credits
    1,000
    Thanked: 1

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    Ahmed1rfan good Kamaz kam ap tahqeeq to kr rahe hai na. ham ne to aj tahqeeq krna hi chor di hai (is ka ye mutlib nahi hai kh main ap ki tahqeeq se etfaaq krta hon. ) don't mind
    Jazak Allah, aap ke itefaq na karne ka bhi , ke ye aap ka haq hae ke aap meri zaati raye se itefaq na karen, bus itni darkhwast hae ke meri zaati raye aur deen ki raye, donon maen faraq zaroor rakhiye ga!

    aap ki tawaju ka mumnoon hun, khush rahiye!

  4. #4
    Asad Mirjat's Avatar
    Asad Mirjat is offline Senior Member+
    Last Online
    13th March 2011 @ 01:25 AM
    Join Date
    18 Dec 2006
    Location
    جامشورو سندھہ
    Age
    38
    Posts
    1,382
    Threads
    102
    Credits
    0
    Thanked
    55

    Thumbs down

    bhai mehrbani kar ke aisi ikhtelafi threads mat post karain. na aap kisi ki baat manain ge na koi aap ki baat... ulta ek doosre ke liye dil mae nafrat bethe gi..

  5. #5
    Ahmed1rfan's Avatar
    Ahmed1rfan is offline Member
    Last Online
    13th April 2010 @ 02:36 PM
    Join Date
    30 May 2009
    Posts
    156
    Threads
    13
    Credits
    1,000
    Thanked: 1

    Default

    Quote Asad Mirjat said: View Post
    bhai mehrbani kar ke aisi ikhtelafi threads mat post karain. na aap kisi ki baat manain ge na koi aap ki baat... ulta ek doosre ke liye dil mae nafrat bethe gi..
    BHai ikhtilaf to Qadiyaniyon ko bhi hae hamare KHatme Nabuwat ke Emaan per, to iss ka matlab ye to nahin ke hum apni haq raaye dena chhorr den, bilkul aise hi aik ikhtilaf Ahle Sunnah ka aur Ahle Tashee ka bhi hae al-mahdi ke baare maen, mera thread ehle Sunnah ki taaleemaat ke mutabiq hae, agar iss se kisi ko ikhtilaf hae to yeh thread issi liye likhe jaa rahe haen ke inn per baat kar ke ikhtilaafaat ko khatam kiya jaa sake!

    Maqsad ikhtilafaat khatam karne ka hae, aur Ummah maen ittehad ki koshish ka hae. baat itni si hae ke Hadith ki roo se al-Mahdi ke waaleden ke naam Aakhri Nabbi A.S ke waaleden se milte hon ge, magar ahle Tashee ke mutabiq jo Hasti al-Mahdi haen, unn ke waaleden ke naam to Hadith ki roo se wese nahin ke jese hone chaahiye, abb iss ikhtilaaf ko ese hi chhorr den ge to mas'ala kese hal ho ga?

    aap ke mashware ka tahe dil se shukriya aur meri iss thread ka insha Allah kisi ke dil maen nafrat ke jazbaat ubhaarna maqsad nahin balke unn baaton maen ikatha karne ki koshish ka hae jo Hadith ki roo se hum tamam firqon maen mushtarika haen!

    wa Salaam alekum!

  6. #6
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Default

    Quote Ahmed1rfan said: View Post
    BHai ikhtilaf to Qadiyaniyon ko bhi hae hamare KHatme Nabuwat ke Emaan per, to iss ka matlab ye to nahin ke hum apni haq raaye dena chhorr den, bilkul aise hi aik ikhtilaf Ahle Sunnah ka aur Ahle Tashee ka bhi hae al-mahdi ke baare maen, mera thread ehle Sunnah ki taaleemaat ke mutabiq hae, agar iss se kisi ko ikhtilaf hae to yeh thread issi liye likhe jaa rahe haen ke inn per baat kar ke ikhtilaafaat ko khatam kiya jaa sake!

    Maqsad ikhtilafaat khatam karne ka hae, aur Ummah maen ittehad ki koshish ka hae. baat itni si hae ke Hadith ki roo se al-Mahdi ke waaleden ke naam Aakhri Nabbi A.S ke waaleden se milte hon ge, magar ahle Tashee ke mutabiq jo Hasti al-Mahdi haen, unn ke waaleden ke naam to Hadith ki roo se wese nahin ke jese hone chaahiye, abb iss ikhtilaaf ko ese hi chhorr den ge to mas'ala kese hal ho ga?

    aap ke mashware ka tahe dil se shukriya aur meri iss thread ka insha Allah kisi ke dil maen nafrat ke jazbaat ubhaarna maqsad nahin balke unn baaton maen ikatha karne ki koshish ka hae jo Hadith ki roo se hum tamam firqon maen mushtarika haen!

    wa Salaam alekum!
    Asalam-o-Alaikum,

    Man Irfan sahab ki baat se mukammal ittefaq karta hon,

    Jazak Allah Irfan bhai keh apne itni achi post ki, Allah tala apko Jazae kher ata farmaye aur khush rakhe, ameen

    Wassalam,
    Khanqah Daruslam

  7. #7
    Asad Mirjat's Avatar
    Asad Mirjat is offline Senior Member+
    Last Online
    13th March 2011 @ 01:25 AM
    Join Date
    18 Dec 2006
    Location
    جامشورو سندھہ
    Age
    38
    Posts
    1,382
    Threads
    102
    Credits
    0
    Thanked
    55

    Default

    Quote Ahmed1rfan said: View Post
    BHai ikhtilaf to Qadiyaniyon ko bhi hae hamare KHatme Nabuwat ke Emaan per, to iss ka matlab ye to nahin ke hum apni haq raaye dena chhorr den, bilkul aise hi aik ikhtilaf Ahle Sunnah ka aur Ahle Tashee ka bhi hae al-mahdi ke baare maen, mera thread ehle Sunnah ki taaleemaat ke mutabiq hae, agar iss se kisi ko ikhtilaf hae to yeh thread issi liye likhe jaa rahe haen ke inn per baat kar ke ikhtilaafaat ko khatam kiya jaa sake!

    Maqsad ikhtilafaat khatam karne ka hae, aur Ummah maen ittehad ki koshish ka hae. baat itni si hae ke Hadith ki roo se al-Mahdi ke waaleden ke naam Aakhri Nabbi A.S ke waaleden se milte hon ge, magar ahle Tashee ke mutabiq jo Hasti al-Mahdi haen, unn ke waaleden ke naam to Hadith ki roo se wese nahin ke jese hone chaahiye, abb iss ikhtilaaf ko ese hi chhorr den ge to mas'ala kese hal ho ga?

    aap ke mashware ka tahe dil se shukriya aur meri iss thread ka insha Allah kisi ke dil maen nafrat ke jazbaat ubhaarna maqsad nahin balke unn baaton maen ikatha karne ki koshish ka hae jo Hadith ki roo se hum tamam firqon maen mushtarika haen!

    wa Salaam alekum!
    qadiyaniyat ki baat alag he, wo KHATME NABUWAT se inkaaarii hen. lekin baaqi islami musalik men chhote chhote aqeede ka farak he.
    bhai agar app ITDUNYA par naye aye ho to ap ko ye batana chahoon ga ke aisee hazaron posts ITDUNYA par pehle ki ja chuki hen. aisee Ikhtelafi baton par jo ap ka jo aqeeda he khud tak hi rehne den. ku ke yeh jo shia sunni aqeede ki ap baat kar rahe hen, har kisi ke pass apne dalayl hen... na ap un ki baat manain ge aur na wo ap ki...

    aise do sections (hazaron threads ke) recyclebin k hawale ho chuke hen...
    mera dostana mashwara maan len aur aisee threads se ijtenaab karen.

  8. #8
    Ahmed1rfan's Avatar
    Ahmed1rfan is offline Member
    Last Online
    13th April 2010 @ 02:36 PM
    Join Date
    30 May 2009
    Posts
    156
    Threads
    13
    Credits
    1,000
    Thanked: 1

    Default

    Quote naqshbandios_limra said: View Post
    Asalam-o-Alaikum,

    Man Irfan sahab ki baat se mukammal ittefaq karta hon,

    Jazak Allah Irfan bhai keh apne itni achi post ki, Allah tala apko Jazae kher ata farmaye aur khush rakhe, ameen

    Wassalam,
    Allah aap ko bhi khush rakhen aameen, shukria dua ka!

  9. #9
    Ahmed1rfan's Avatar
    Ahmed1rfan is offline Member
    Last Online
    13th April 2010 @ 02:36 PM
    Join Date
    30 May 2009
    Posts
    156
    Threads
    13
    Credits
    1,000
    Thanked: 1

    Exclamation

    Quote Asad Mirjat said: View Post
    qadiyaniyat ki baat alag he, wo KHATME NABUWAT se inkaaarii hen. lekin baaqi islami musalik men chhote chhote aqeede ka farak he.
    bhai agar app ITDUNYA par naye aye ho to ap ko ye batana chahoon ga ke aisee hazaron posts ITDUNYA par pehle ki ja chuki hen. aisee Ikhtelafi baton par jo ap ka jo aqeeda he khud tak hi rehne den. ku ke yeh jo shia sunni aqeede ki ap baat kar rahe hen, har kisi ke pass apne dalayl hen... na ap un ki baat manain ge aur na wo ap ki...

    aise do sections (hazaron threads ke) recyclebin k hawale ho chuke hen...
    mera dostana mashwara maan len aur aisee threads se ijtenaab karen.
    aap ki raaye aur mashware ka shukriya, aap ke mutabiq baaqi islami musaalik maen chhote chhote aqaaid ka faraq hae, maen iss se ikhtilaaf karta hun, Tauheed ka aqeeda aur khatam e Nabbuwat donon ka aik doosre se gehra ta'aluq hae, meri nazar maen wo masaalik jo qabar parasti yani ba qaeda Qabron per Sajde aur ghair Allah ke naam ki manat o nayaaz waghera ko jaayiz samjhte haen aur masaajid maen ghair Allah ko pukaarna jaayiz qaraar dete haen, unn ke saath bhi wohi hone chaahiye jo qaadianiyon ke saath huwa, ye kese theek hae ke jo Rasool Allah ke khatame Nabbuwat ke baare maen gustaakhana aqeeda rakhen unn ko to hum ghair Muslim keh kar Islami baraadri se nikaal den, aur wo jo Allah ki wahdaaniyat ke baare maen gustaakhaana aqeeda rakhen aur auron ko Allah ki zaat o sifaat maen shareek thehraayen unn ko hum qadiyaniyon se behtar maan len? ye insaaf to nahin aur na hi ye baat kisi taur bhi koi chhota mas'ala hae, balke Tauheed se hatt kar Islam ko pesh karne se bara koi mas'ala hae hi nahin! Aur Allah insaaf karne waalon ko hi dost rakhta hae!

    Mujhe iss baat ka koi darr nahin ke meri koi thread delete kar dee jaye gi, haan iss baat ki fikar zrur hae ke maen koi bhi thread haq baat se hat kar likh dun! Haq baat ke kehne ki waja se threads kya maen khud bhi delete hone ko pasand karun ga, insha Allah!

  10. #10
    Asad Mirjat's Avatar
    Asad Mirjat is offline Senior Member+
    Last Online
    13th March 2011 @ 01:25 AM
    Join Date
    18 Dec 2006
    Location
    جامشورو سندھہ
    Age
    38
    Posts
    1,382
    Threads
    102
    Credits
    0
    Thanked
    55

    Cool

    Quote Ahmed1rfan said: View Post
    aap ki raaye aur mashware ka shukriya, aap ke mutabiq baaqi islami musaalik maen chhote chhote aqaaid ka faraq hae, maen iss se ikhtilaaf karta hun, Tauheed ka aqeeda aur khatam e Nabbuwat donon ka aik doosre se gehra ta'aluq hae, meri nazar maen wo masaalik jo qabar parasti yani ba qaeda Qabron per Sajde aur ghair Allah ke naam ki manat o nayaaz waghera ko jaayiz samjhte haen aur masaajid maen ghair Allah ko pukaarna jaayiz qaraar dete haen, unn ke saath bhi wohi hone chaahiye jo qaadianiyon ke saath huwa,
    Had hogai bhai!!!!
    mae samjha ke aap kuchh aqal ki baat karenge, lekin aisi soch!!!
    bhai aap ne to Khatme Nabuwat ko itna gira diya ke yeh chhote se furooi Masle is ke barabar hogai..
    QabrParasti jo log karte haen woh nadaani mae karte haen, lekin Khatme Nabuwat ke inkaari, Qurani aayat ka sarasar inkaar karte haen
    Gair ALLAH ka minat, nyaaz in sab ke liye kisi ulema ka mutafiqa fatwa nahi jitna ke Khatme Nabuwat ke bare me diya hi, aur aap ne in sab cheezon ko ek karar diya hai
    Last edited by Asad Mirjat; 10th September 2009 at 04:57 AM.

  11. #11
    Ahmed1rfan's Avatar
    Ahmed1rfan is offline Member
    Last Online
    13th April 2010 @ 02:36 PM
    Join Date
    30 May 2009
    Posts
    156
    Threads
    13
    Credits
    1,000
    Thanked: 1

    Exclamation

    Quote Asad Mirjat said: View Post
    Had hogai bhai!!!!
    mae samjha ke aap kuchh aqal ki baat karenge, lekin aisi soch!!!
    bhai aap ne to Khatme Nabuwat ko itna gira diya ke yeh chhote se furooi Masle is ke barabar hogai..
    QabrParasti jo log karte haen woh nadaani mae karte haen, lekin Khatme Nabuwat ke inkaari, Qurani aayat ka sarasar inkaar karte haen
    Gair ALLAH ka minat, nyaaz in sab ke liye kisi ulema ka mutafiqa fatwa nahi jitna ke Khatme Nabuwat ke bare me diya hi, aur aap ne in sab cheezon ko ek karar diya hai
    Quran o Hadith se barh kar bhi koi muttafiqa fatwa ho sakta hae? Ullema ka fatwa to aap ne le liya, abb Allah aur RAsool ke fatwa ke baare maen kya khyaal hae? aap maen to aqal hae agar mujh maen nahin! kya shirk ke braabar bhi hae koi buraai? maen ne baraabar nahin balke Qadianiat se bhi barre mass'ale ki taraf tawajju dilaaee hae aur wo hae Allah ka shareek thehraane ka jurm! Qadiani Muslim nahin aur Mushrik Muslim haen?

    Esaayee aur yahudi ghair Allah ko Allah ka shareek banaate haen aue hum unn ko ghair Muslim kehte haen, jo darust hae, magar hamare beech jo log ghair Allah ko Allah ka shareek banaate haen wo Muslim haen, darust nahin! Ye meri Aqal ki baat nahin, ye baat Quran aur Hadith ke Fatwa se hae, ye Fatwa meri ya aap ki ya Ullema ki aqal se nahin!

    Maen ne baat insaaf ki kee hae, aur insaaf karne waalon ko Allah ne Quran maen dost rakhne ka waada kiya hae! kya aap insaaf kar rahe haen!




    FATWA Quran:

    31:30 (Asad) Thus it is, because God alone is the Ultimate Truth,Asad(31,28) [28] so that all that men invoke instead of Him is sheer falsehood; and because God alone is exalted, truly great!

    2:173 (Asad) He has forbidden to you only carrion, and blood, and the flesh of swine, and that over which any name other than God's has been invokedAsad(2,139) but if one is driven by necessity - neither coveting it nor exceeding his immediate need -no sin shall be upon him: for, behold, God is much-forgiving, a dispenser of grace.

    6:41 (Asad) Nay, but it is Him alone that you will invoke - whereupon He may, if He so wills, remove that [ill] which caused you to call unto Him; and you will have forgotten all that. to which you [now] ascribe divinity side by side with Him."

    6:56 (Asad) SAY [to the deniers of the truth]: "Behold, I have been forbidden to worship those [beings] whom you invoke instead of God." Say: "I do not follow your errant views -or else I should have gone astray, and should not be among those who have found the right path."

    6:71 (Asad) SAY: "Shall we invoke, instead of God, something that can neither benefit us nor harm us, and [thus] turn around on our heels after God has guided us aright? -like one whom the satans have enticed into blundering after earthly lusts, the while his companions, trying to guide him, call out unto him [from afar] ,Asad(6,63) [63] `Come thou to us!"' Say: "Verily, God's guidance is the only guidance: and so we have been bidden to surrender ourselves unto the Sustainer of all the worlds,

    6:145 (Asad) Say [O Prophet]: "In all that has been revealed unto me, I do not find anything forbidden to eat, if one wants to eat thereof,Asad(6,134) [134] unless it be carrion, or blood poured forth, or the flesh of swine-for that, behold, is loathsome-or a sinful offeringAsad(6,135) [135] over which any name other than God's has been invoked. But if one is driven by necessity - neither coveting it nor exceeding his immediate need -then [know that], behold, thy Sustainer is much-forgiving, a dispenser of grace."Asad(6,136)

    7:194 (Asad) Verily, all those whom you invoke beside God are but created beingsAsad(7,159) [159] like yourselves: invoke them, then, and let them answer your prayer - if what you claim is true!

    10:66 (Asad) OH, VERILY, unto God belongs whoever is in the heavens and whoever is on earth: hence, what is it that they follow-those who invoke, beside God. beings to whom they ascribe a share in His divinity?Asad(10,87) [87] They follow but the conjectures [of others], and themselves do nothing but guess -

    10:106 (Asad) Thus, do not invoke, side by side with God, anything that can neither benefit thee nor harm thee: for, behold, if thou do it, thou wilt surely be among the evildoers!

    13:14 (Asad) Unto Him [alone] is due all prayer aiming at the Ultimate Truth,Asad(13,30) [30] since those [other beings or powers] whom men invoke instead of GodAsad(13,31) [31] cannot respond to them in any way - [so that he who invokes them is] but like one who stretches his open handsAsad(13,32) [32] towards water, [hoping] that it will reach his mouth, the while it never reaches him. Hence, the prayer of those who deny the truth amounts to no more than losing oneself in grievous error.

    16:20 (Asad) Now those beings that some people invokeAsad(16,13) [13] beside God cannot create anything, since they themselves are but created

    22:73 (Asad) O MEN! A parable is set forth [herewith]; hearken, then, to it! Behold, those beings whom you invoke instead of God cannot create [as much as] a fly, even were they to join all their forces to that end! And if a fly robs them of anything, they cannot [even] rescue it from him! Weak indeed is the seeker, and [weak] the sought!




  12. #12
    Ahmed1rfan's Avatar
    Ahmed1rfan is offline Member
    Last Online
    13th April 2010 @ 02:36 PM
    Join Date
    30 May 2009
    Posts
    156
    Threads
    13
    Credits
    1,000
    Thanked: 1

    Exclamation

    Quote Asad Mirjat said: View Post
    Had hogai bhai!!!!
    mae samjha ke aap kuchh aqal ki baat karenge, lekin aisi soch!!!
    bhai aap ne to Khatme Nabuwat ko itna gira diya ke yeh chhote se furooi Masle is ke barabar hogai..
    QabrParasti jo log karte haen woh nadaani mae karte haen, lekin Khatme Nabuwat ke inkaari, Qurani aayat ka sarasar inkaar karte haen
    Gair ALLAH ka minat, nyaaz in sab ke liye kisi ulema ka mutafiqa fatwa nahi jitna ke Khatme Nabuwat ke bare me diya hi, aur aap ne in sab cheezon ko ek karar diya hai
    Yahud o Nasaara Non Muslim haen to jiss waja se wo Non Muslim haen wo waja Qadianiat se kam nahin to zyada zaroor hae! aur wo waja shirk hae! aur Quran ke Fatwa ke baad Khaatim ul Nabbiyeen ka Fatwa bhi neeche diye deta hun, aur dobara kahe deta hun, haan maen be aqal hun maana, magar Quran aur Hadith ki roo se aap ka CHHOTA AUR FAROI MASALA bohat bara balke sab se bara massala hae, khud dekhiye ke kis Haalat maen khatim ul Nabbiyeen ne iss ki taraf hamari tawajju dilaaee!!!


    Fatwa Hadith!

    Bukhari:

    Narrated Urwa bin Az-Zubair
    'Aisha said, "The Prophet said during his fatal illness, "Allah cursedthe Jews for they took the graves of their prophets as places for worship." 'Aisha added, "Had it not been for that (statement of the Prophet ) his grave would have been made conspicuous. But he was afraid that it might be taken as a place for worship."
    002.023.414 - Funerals (Al-Janaa'iz) - - - -
    Narrated 'Urwa
    Aisha said, "The Prophet in his fatal illness said, 'Allah cursed the Jews and the Christians because they took the graves of their Prophetsas places for praying."' Aisha added, "Had it not been for that the grave of the Prophet (p.b.u.h)
    would have been made prominent but I am afraid it might be taken (as a) place for praying.
    001.008.427 - Prayers (Salat) - - - -
    Narrated 'Aisha and 'Abdullah bin 'Abbas: When the last moment of the life of Allah's Apostle came he started putting his 'Khamisa' on his face and when he felt hot and short of breath he took it off his face and said, "May Allah curse the Jews and Christians for they built the places of worship at the graves of their Prophets." The Prophet was warning (Muslims) of what those had done.


    002.023.472 - Funerals (Al-Janaa'iz) - - - -
    Narrated 'Aisha
    Allah's Apostle in his fatal illness said, "Allah cursed the Jews and the Christians, for they built the places of worship at the graves of their prophets." And if that had not been the case, then the Prophet'sgrave would have been made prominent before the people. So (the Prophet ) was afraid, or the people were afraid that his grave might be taken as a place for worship.
    007.072.706 - Dress - - - -
    Narrated 'Aisha and 'Abdullah bin 'Abbas
    When the disease of Allah's Apostle got aggravated, he covered his face with a Khamisa, but when he became short of breath, he would remove it from his face and say, "It is like that! May Allah curse theJews Christians because they took the graves of their prophets as places of worship." By that he warned his follower of imitating them, by doing that which they did.
    004.056.660 - Virtues and Merits of the Prophet (pbuh) and his Companions - - - -
    Narrated 'Aisha and Ibn 'Abbas
    On his death-bed Allah's Apostle put a sheet over his-face and when hefelt hot, he would remove it from his face. When in that state (of putting and removing the sheet) he said, "May Allah's Curse be on the Jews and the Christians for they build places of worship at the gravesof their prophets." (By that) he intended to warn (the Muslim) from what they (i.e. Jews and Christians) had done.
    003.030.092 - Virtues of Madinah - - - -
    Narrated Anas
    The Prophet came to Medina and ordered a mosque to be built and said, "O Bani Najjar! Suggest to me the price (of your land)." They said, "We do not want its price except from Allah" (i.e. they wished for a reward from Allah for giving up their land freely). So, the Prophet ordered the graves of the pagans to be dug out and the land to be levelled, and the date-palm trees to be cut down. The cut date-palms were fixed in the direction of the Qibla of the mosque.

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Zahoor e Imam Mahdi a.s ki Alaamaat
    By sonammalik in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 14
    Last Post: 13th January 2016, 03:32 PM
  2. Replies: 6
    Last Post: 4th December 2010, 11:56 AM
  3. Replies: 34
    Last Post: 1st March 2010, 05:05 PM
  4. Replies: 5
    Last Post: 22nd July 2009, 01:25 PM
  5. Allah Hooooo. Saeen Zahoor
    By Flash passion in forum Videos
    Replies: 0
    Last Post: 15th March 2009, 07:40 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •