salaammmm,,,,,,,,,,,,, bahi jan mujhy ake asi translater ki zaroort hay jahan se main roman urdu ya pure urdu ko english main convert kar sakon plz bahi help me
salaammmm,,,,,,,,,,,,, bahi jan mujhy ake asi translater ki zaroort hay jahan se main roman urdu ya pure urdu ko english main convert kar sakon plz bahi help me
dear ye to bohut easy he...
google seach main jaain...option hoga...(more) us per click karain aur translation kholain...translation open hojaygi...
masla hal huwa ya nhi...
nahi howa yar kia karon plzzzzzzzzzz kahin se dhoond do na plzzzzzzz
acha mujhy yeh bhi bata do apne reply kab karna hay kb ati ho online? mujhy yeh nahi pata k kab ap again online aio gi chalo jo bhi main w8 kar raha hoon
Bookmarks