salaam friends
kia koi batay ga k inpage say jab hum page export kartay hain to woh jpeg ya bmp may convert ho jata hai
to us jpeg ya bmp ki picture ko hum dubara kaisay edit kar saktay hain ...
jab k inpage siwaay *.inp k ilawa koi pic load nai karta
aisa kon sa (inpage 2009) may option hai k in pictures ko edit kar sakain inpage may pahlay woh pic open karain phir edit karain
thanx