Hi,
Kya Kohi mujhe Bata sakta hai kay XP mien Saray OPen Programs ya Folders ko Ek Saath Kaisay CLose Kartay Hian , Please Baatian
Hi,
Kya Kohi mujhe Bata sakta hai kay XP mien Saray OPen Programs ya Folders ko Ek Saath Kaisay CLose Kartay Hian , Please Baatian
aik tareeqa to yeh bhi hai kay
task bar main aik program ko select karain aur phir Control button ko daba kar rakahin aur ab jis jis opened program ko close karnay is ko taskbar par single click karkay select karlain ab kisi bhi select program par mouse Right-click karain aur phir "Close Group" click kardain, saray selected opened program aik saath close hojain gay.
Bookmarks