السلام علیکم ورحمتہ اللہ و بر کاۃ
رمضان کویز ٹائم کے سلسلے میں ہمیں بارہویں نمبر پر
جن میمبر کے جوابات موصول ہوئے ہیں ان کا نام ہے
Kainat Batool
(12/20)
09-11-2009
at 06:17 am
Ye Rahy aap ky Jawabat
kainat batool
Senior Member
Last Online: 09-17-2009 06:53 PM
Join Date: Aug 2008
Location: LAHORE
Posts: 4,271
Started threads: 177
quiz
...................part one......................
ans1: QURAN PAK MAIN ROOZA RAKHNE AHKAM SAB SE PAHLE SURAH
"BAQARAH KI AYAT NUM 183"MAIN DIYE GAYE
ans2: "sab ul maoon" se murad quran pak ki surah "al mayoon" hai jis ki saat
ayaten hain or har ayat ka ikhtatam "noon" par hota hai.
ans3:quran pak main kul 5 asajid ka zikar aya hai jin ke name hain (1)masjid-e-zarar
(2)masjid-e-aqsa(3)masjid-ul-haram(4)masjid-e-taqwa(5)masjid-e-nabwi
ans4:quran pak main sab se zyada bar firyoon ka name ke kafar ka
tazkara aya hai
ans5:quran pak main kul 5 malayika ka name aya hai (1)jibraiel
(2)haroot(3)maroot(4)mekail(5)malik
.................................part two.............................
ans6:Hazoor(s.a.w)ne pahli eid ki namaz 624 CE 2nd hijre
jang-e-badar ke bad ada ki
ans7:Hijrat-e-Madina ke wqt Hazoor(s.a.w)surah yasiin ki pahli
9 ayatoon ki talawat kar rahe the
ans8:Hazoor(s.a.w)Ghar-e- Hira main jo iabadat karte the use
Takhanas kaha jata hai.
ans9:Hazoor(s.a.w) ko wazoo or namaz ka tareeqa Hazarat jibraiel ne sikhaya
ans10:Hazoor (s.a.w) ka name injeel or zaboor main "Muhammadim" or "moses"hai.
................................part3............. ...............
ans11:sab se pahle nabi jin par sahaef-e-samawa ka nazool hua unka
name"Hazrat Ibrahim" hain.
ans12:Hazrat Yahya shade shuda nhi the.
ans13:Hazoor(s.a.w) ke ashab ko "ashab-e-alika" ka laqab diya gya tha.
ans14:Hazrat Mosaa(a.s)Koh-e-tor pe jate hue apni qoom ko apne bhai
Hazrat Hroon(a.s) ke sapurd kar ke agye the.
ans15:Adam-e-sani Hazrat Nooh(a.s) ka laqab hai.
............................part 4.................................
ans16: Hazrat Zaid bin Harisa Kalbi (r.a)ko Mehboob-e-rasool(s.a.w)
ka laqab diya gya.
ans17:Hazrat Abu Ubeeda(r.a)ko Ameen -ul-ummah ka laqab diya jata hai
ans18:Hazrat Usman(r.a) har jum koek ghulam azad kiya karte the.
ans19:Janat-ul-baqe main dafan hone wale pahle musalman sahabe
"Hazrat Usman Bin Mazqoom(r.a) the jihoon ne 3shaban 3 hijri ko wafat paye.
ans20:Hazrat Bilal Habshi(r.a) ko Hazrat Abu Bakar Sadique (r.a) ne
khareed kar azad kiya.
Bookmarks