salam sab ko mera yeh sawal hay kay avi walay animation file kis main bantay hain jaisa ap nay dekha hoga jab hum koi file copy kartain hain to aik folder dosray folder ki taraf kagaz penkhta hay main chahita hoon kay main apni picture aisay animation karon aik picture dosri pic ki tarag penkhay