Results 1 to 10 of 10

Thread: Update ~*~ramazan Quiz Time ~*~16

Threaded View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    ~*hiway*~'s Avatar
    ~*hiway*~ is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd October 2011 @ 06:55 PM
    Join Date
    31 May 2007
    Location
    Khawabon Main .
    Posts
    15,131
    Threads
    364
    Credits
    0
    Thanked
    297

    Default Update ~*~ramazan Quiz Time ~*~16

    السلام علیکم ورحمتہ اللہ و بر کاۃ
    رمضان کویز ٹائم کے سلسلے میں ہمیں سولویں نمبر پر
    جن میمبر کے جوابات موصول ہوئے ہیں ان کا نام ہے




    Aasi 786
    (11/20)

    09-12-2009
    at 04:30 pm
    Ye Rahy aap Ky Jawabat



    Aasi_786
    Senior Member
    Last Online: Today 01:13 PM
    Join Date: Jan 2008
    Location: Islamabad
    Posts: 2,386
    Started threads: 366


    Ramzan Quiz
    1) Quran Pak Mein Roza Rakhne ke ehkam sab se pehle Surah Al-bakara main diye gaye hain... Ayat 183.

    2) Quran Pak Mein Sabi-al maon se murad Surah Al- Fatiha ke hain.

    3) Quran Pak main Do (2) malaika ke naam zaida aye hai. Jibrail aur mekaiel. Jabke kahe jaga par israfeel aur izrail ka tazkarah bhi hoa hai.

    4) Quran Pak main 2 Masajid ka zikar aya hai. Masjid Haram aur masjid-e-Aqsa.

    5) Quran Pak main Pharoon ka tazkara sab se zaida baar howa hai.

    6) Hazoor Pak (S.A.W.W) ne pehli Eid ki namaz San 2 Hijri Madina main adaa Farmaye.

    7) Hijrat-e-madina ke waqt Aap (S.A.W.W) Surah Anfal aur Surah Al-Bakara ki ayat ka wird Famah rahe thay.

    8) Hazoor Pak (S.A.W.W) Ghar-e-Hira main jo ibadat karte thay ushe Aitekaf kaha jata hai.

    9) Hazoor Pak (S.A.W.W) ko Wazhu aur Namaz ka Tahreeka hazrat Juraid ne sikhaye.

    10) Hazoor Pak (S.A.W.W) ka naam zaboor aur Injeel main Aaquib hai.

    11) Sahaef-e-samawi ka nazool sab se pehle Adam (A.S) per howa.

    12) Hazart Yahya(A.S) ne shadi nahi ki thi.


    13) Ashab-e-Alaika Hazrat Shoaib (A.S) ki Qoum ko kaha gaya hai.

    14) Hazrat Musa (A.S) Koh-e-tur per jate howe apni qoum ko Hazrat Haroon(A.S) ke supard kar gaye thay.

    15) Adam-e-sani Hazrat Nuh (A.S) ka laqub hai.

    16) Mehbob-e-Rasool Hazrat Abu Bakar Siddique (R.A.A) ko kaha jata hai.

    17) “Amin-ul Ummat” Hazrat Abu Ubaidah-Al-Jarrah ko kaha jata hai.

    18) Hazrat Usman Ghani (R.A.A) her Jumma ko aik ghulam azad kia karte thay.

    19) Jannat-ul-Baqi main dafan hone wale pehle musalman sahabi ka naam Asad Bin Zararah hai.

    20) Hazrat Abu Bakar Siddique (R.A.A) ne hazrat Bilal habshi(R.A.A) ko khareed kar azad kia tha.

    __________________



    Best Of Luck Aasi 786 From
    ITdunya's Team


    Last edited by ~*hiway*~; 20th September 2009 at 09:56 PM.

Similar Threads

  1. Update ~*~ramazan Quiz Time~*~29
    By ~*hiway*~ in forum Contest Section
    Replies: 11
    Last Post: 20th September 2009, 01:07 PM
  2. Update ~*~ramazan Quiz Time~*~17
    By ~*hiway*~ in forum Contest Section
    Replies: 11
    Last Post: 19th September 2009, 01:48 PM
  3. Update ~*~ramazan Quiz Time~*~28
    By ~*hiway*~ in forum Contest Section
    Replies: 6
    Last Post: 19th September 2009, 12:10 PM
  4. Update ~*~ramazan Quiz Time ~*~27
    By ~*hiway*~ in forum Contest Section
    Replies: 6
    Last Post: 19th September 2009, 11:44 AM
  5. Update ~*~ramazan Quiz Time~*~26
    By ~*hiway*~ in forum Contest Section
    Replies: 9
    Last Post: 17th September 2009, 01:13 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •