aik dafa aik bacha apni maan se poochta hai keh
main kase paida hoa tha. maan ne kaha k beta
main ne aik baray se bartan main mati dal k use
aik konay main rakh diya.kuch arsay baad dekha
to tum thay . bachay ne foran aik bartan uthaya
or us main mati daal k use aik konay main rakh
diya. kuch dinon baad dekha to us main mandak (frog)
tha us nay usay pakarna chaha laikin haath na ata
or uchal k doosri jaga chala jata. akhir tang aa k
bachay ne kaha "dil to chahta hai tujhay goli maar
doon laikin kia karoon tuM meri oulaad hai