Salam all.
main ptcl dsl use kar raha hon or mujhe 3months ho chuke hain, 2months to internet bilkul mast chal raha tha lekin ab pata nahi kya masla hai modem ki DSL & INTERNET light off ho jati hai or net d/c ho jata hai, kabhi kabbar chalta hai to chalta hi rehta hai warna har 5-10mints mai dc hota rehta hai, complain bhi ki they says line problem hai lekin line bhi 1000% okay hai, kya koi bata sakta hai k iska solution kya hoga???
reply
THANKS
Bookmarks