Asalam O Alikum ..

mujhe adobe pe web designing men thori help chahiye please ..

net se jo web site k free templets downlode kiye jate hen os men ek source file hoti hai jo PSD men hoti hai yani adobe ki file hoti hai jis men wo templet hota hai jo downlode kiya hai hum is men apni marzi se change kar k is pore ek image ko mokhtalif images men kese tabdel karen gye mere kehna ka matlab hai k hum os adobe k page ko spilt kese karen gye k hum ose dreamweaver pe dal k links de saken ya osi templet men edit kese karen gye ,,

mujhe app doston k jwab ka intizar rahe ga mujhe is ki zarorat hai please app doston men se koi help karo ..


T C .