asslamu alikum main aik net cafe chalata hon kaffi loog atey hain aur kaffi prog instaal kartey hain main chehta hon keh jab pc reset to sab prog uns ho jain shukria
asslamu alikum main aik net cafe chalata hon kaffi loog atey hain aur kaffi prog instaal kartey hain main chehta hon keh jab pc reset to sab prog uns ho jain shukria
es tara domain mein ho sakta hay kia sever use kar rehay hay ya winxp as server
MFA site not allowed, ITDunya team
salam
bhai aap is site say yah software download kar lo aap ka masla hal ho jaya ga .http://www.versiontracker.com/dyn/moreinfo/win/35958
yeh sawal aap nay yahan bhi poochh rakha hai
http://www.itdunya.com/showthread.php?t=12556
ainda aik sawal kay liay aik hi thread banain
sheeda bhai aap hi bata do koan sa anti virus insatll karoon
Bookmarks