Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 13 to 22 of 22

Thread: Assalam O Alaikum Friends ( Zaror Parhin Pora )

  1. #13
    Yugi's Avatar
    Yugi is offline Senior Member
    Last Online
    8th November 2015 @ 05:54 PM
    Join Date
    30 Mar 2009
    Location
    Quetta
    Gender
    Male
    Posts
    1,484
    Threads
    62
    Thanked
    77

    Default

    ahad bhai app ne bilkul thik kaha hAI or achi thread hai or faida mand bhi hai par un ke liye jin ke pass 3g phone hai wohi pochna chahta tha ke jin ke pass 3g phone nahi hai wo ye software kese use kar sakte hain kiss sim service pe ye kaam karte hain or dost bhai bhi aein ge wo bhi thread dekhin ge shayad kisi ne use kiya ho tu pata chal jaye ga thanks

  2. #14
    Yugi's Avatar
    Yugi is offline Senior Member
    Last Online
    8th November 2015 @ 05:54 PM
    Join Date
    30 Mar 2009
    Location
    Quetta
    Gender
    Male
    Posts
    1,484
    Threads
    62
    Credits
    0
    Thanked
    77

    Default

    koi hal nikaala kisi dost ne ?

  3. #15
    energy4u's Avatar
    energy4u is offline Advance Member
    Last Online
    20th January 2021 @ 02:00 AM
    Join Date
    04 Nov 2008
    Posts
    1,470
    Threads
    45
    Credits
    74
    Thanked
    44

    Default

    Har sim par chalta hai fring n nimbuz pakistan main ya mujhe apki bat smjhanay main galti hoi hai .but gprs pckg h0na chahyea
    kOI KAM NA-MUMKIN NAHE DUNYA MAI (ALLAH) PAK K HUKUM SAY.FROM SHaH

  4. #16
    zaidi62 is offline Advance Member
    Last Online
    23rd June 2021 @ 05:14 AM
    Join Date
    17 Dec 2006
    Posts
    1,054
    Threads
    15
    Credits
    1,360
    Thanked
    42

    Default

    Bhai yugi mere khayal me sab pakistani network pr chalta hai, magar mene ufone aur zong pr use kia hai, yun to me kai saal se ye nimbuzz use kar raha tha magar isko nimbuzz to nimbuzz user call ke tor pr mene abhi kuch time pehle hi use kia hai wo bhi itdunya ke ek sathi younas125 ka ek thread read karne kebad, aur jitna mene jana hai ye nokia symbian phone pr work karta hai network koi bhi ho bas gprs speedy hona chahye warna voice delay ke sath aur kabhi kat kat kar aati hai, mene nokia N95 aur N73 pr nimbuzz ko call ke liye try kia hai to ye work karta hai, iske alawa meri younas125 se baat bhi huwi hai jiski location faisalabad aur me karachi me hon aksar voice regular call ki tarha feel huwi hai, Albatta mene africa me moujod apne dost ki nimbuzz id yahan banai aur usko setting karke send ki to usne ye kaha ke call ka option isper nazar nahi aata uske pas SonyEricsson W595 model tha meri ussey nimbuzz pr baat nahi hosaki, isi tarha usi location pr dosre dost ki bhi id banai aur usko send ki to uske pas call option aya aur meri baat bhi huwi farq jo pata chala to wo phone ka pata chala uske pas Nokia N70 model tha jabke dono ka wahan netowork bhi same (CELLTEL) hi thai, nimbuzz install karne pr ham usme apni msn yahoo aur dosre mashhor messengers jo bhi nimbuzz support karta hai unki ids ek single nimbuzz messenger me open kar sakte hain jese ke Ebuddy, Reporo, mig33 etc, online file n photo share kar sakte hain nimbuzz to nimbuzz text msg send kar sakte hain, uske alawa isme ek "SIP" option hai jisme kaafi sarey voip server ke icon bane huwe hain hame apni nimbuzz id (id banatey waqt ham apna cell number bhi isme enter karna parta hai) isme active karani parti hai to phir ham kisi aur nimbuzz user se "call" ya "voice chat" ki sorat me baat kar sakte hain uss freiend se jisne apni nimbuzz id nimbuzz messenger ki list me shamil kisi bhi voip server me "SIP" account active kia huwa ho, umeed hai apko ab samajhne me asaani hogi, meari apni id bhi nimbuzz me yehi hai jo itdunya ki hai, baqi fring mene ek 2 baar use kia hai magar usko itna achha nahi paya kyunke usper jo signal voice chat ke lye show hota hai wo itna powerful nahi hota jo voice chat ho sake khud uske test call server ka signal aur user ke muqable me behtar nazar aata hai magar usper bhi voice bohat break hoti thi lehaza wo mene uninstall kar dia, nimbuzz pr aisa koi signal indication nahi hai sirf call karke hi pata lagta hai ke voice clear hai ya nahi, me nimbuzz use karke jis natije pr pohncha hon wo yehi hai ke perfect gprs, symbian cell, aur SIP account activated nimbuzz id... Umeed hai yugi bhai ke apka concept clear huwa hoga..
    Last edited by zaidi62; 23rd September 2009 at 08:12 PM.

  5. #17
    Dnt_b_angry's Avatar
    Dnt_b_angry is offline Senior Member+
    Last Online
    19th September 2011 @ 12:12 PM
    Join Date
    20 Sep 2009
    Age
    35
    Posts
    112
    Threads
    12
    Credits
    0
    Thanked
    20

    Default

    I think Pakistan may fring best hy.ye 1kbps pey b bilkul saaf awaz dayta hy

  6. #18
    Yugi's Avatar
    Yugi is offline Senior Member
    Last Online
    8th November 2015 @ 05:54 PM
    Join Date
    30 Mar 2009
    Location
    Quetta
    Gender
    Male
    Posts
    1,484
    Threads
    62
    Credits
    0
    Thanked
    77

    Default

    Quote zaidi62 said: View Post
    Bhai yugi mere khayal me sab pakistani network pr chalta hai, magar mene ufone aur zong pr use kia hai, yun to me kai saal se ye nimbuzz use kar raha tha magar isko nimbuzz to nimbuzz user call ke tor pr mene abhi kuch time pehle hi use kia hai wo bhi itdunya ke ek sathi younas125 ka ek thread read karne kebad, aur jitna mene jana hai ye nokia symbian phone pr work karta hai network koi bhi ho bas gprs speedy hona chahye warna voice delay ke sath aur kabhi kat kat kar aati hai, mene nokia N95 aur N73 pr nimbuzz ko call ke liye try kia hai to ye work karta hai, iske alawa meri younas125 se baat bhi huwi hai jiski location faisalabad aur me karachi me hon aksar voice regular call ki tarha feel huwi hai, Albatta mene africa me moujod apne dost ki nimbuzz id yahan banai aur usko setting karke send ki to usne ye kaha ke call ka option isper nazar nahi aata uske pas SonyEricsson W595 model tha meri ussey nimbuzz pr baat nahi hosaki, isi tarha usi location pr dosre dost ki bhi id banai aur usko send ki to uske pas call option aya aur meri baat bhi huwi farq jo pata chala to wo phone ka pata chala uske pas Nokia N70 model tha jabke dono ka wahan netowork bhi same (CELLTEL) hi thai, nimbuzz install karne pr ham usme apni msn yahoo aur dosre mashhor messengers jo bhi nimbuzz support karta hai unki ids ek single nimbuzz messenger me open kar sakte hain jese ke Ebuddy, Reporo, mig33 etc, online file n photo share kar sakte hain nimbuzz to nimbuzz text msg send kar sakte hain, uske alawa isme ek "SIP" option hai jisme kaafi sarey voip server ke icon bane huwe hain hame apni nimbuzz id (id banatey waqt ham apna cell number bhi isme enter karna parta hai) isme active karani parti hai to phir ham kisi aur nimbuzz user se "call" ya "voice chat" ki sorat me baat kar sakte hain uss freiend se jisne apni nimbuzz id nimbuzz messenger ki list me shamil kisi bhi voip server me "SIP" account active kia huwa ho, umeed hai apko ab samajhne me asaani hogi, meari apni id bhi nimbuzz me yehi hai jo itdunya ki hai, baqi fring mene ek 2 baar use kia hai magar usko itna achha nahi paya kyunke usper jo signal voice chat ke lye show hota hai wo itna powerful nahi hota jo voice chat ho sake khud uske test call server ka signal aur user ke muqable me behtar nazar aata hai magar usper bhi voice bohat break hoti thi lehaza wo mene uninstall kar dia, nimbuzz pr aisa koi signal indication nahi hai sirf call karke hi pata lagta hai ke voice clear hai ya nahi, me nimbuzz use karke jis natije pr pohncha hon wo yehi hai ke perfect gprs, symbian cell, aur SIP account activated nimbuzz id... Umeed hai yugi bhai ke apka concept clear huwa hoga..

    thanks janab bohat asan kar diya hai aap ne or baki doston ne bhi ye sab bata ke ke har sim pe chalta hai fring or nimbuzz or khas kar zaidi aap ne jese samjhaya hai wo tu best hai or nimbuzz wakie hi zabardsat hai is se pori dunya main sip account se call kar sakte hain usa jese contry tu free hain or nimbuzz to nimbuzz and firng to fring also free hain ab main kisi ko bhi kaan pakar ke keh sakta hon ke apne net ko actevte karwao take free baat kar sakin thanks again

  7. #19
    Rosh! is offline Senior Member+
    Last Online
    10th November 2009 @ 06:05 PM
    Join Date
    29 Jul 2009
    Posts
    369
    Threads
    5
    Credits
    965
    Thanked
    0

    Default

    Nimbuzz aur fring to har network se connect ho jate hain aur rayi baat nimbuzz ya fring se call karne ki toh yeh mumkin nahi kiyun k in software se cAll karne k liye aap ko 3g service pe connect hona pare jo k bad qismati se pakistan main koi network faraham nahi kar raha aur Han agar aap kisi free wifi place k qareeb rehte hain to aap free call kar sakte hain in software se iss k liye aap k mobile main wifi support available hon chaiye GPRS ya edge service se aap free call nahi kar sakte bhai!

  8. #20
    zaidi62 is offline Advance Member
    Last Online
    23rd June 2021 @ 05:14 AM
    Join Date
    17 Dec 2006
    Posts
    1,054
    Threads
    15
    Credits
    1,360
    Thanked
    42

    Default

    Quote Yugi said: View Post
    thanks janab bohat asan kar diya hai aap ne or baki doston ne bhi ye sab bata ke ke har sim pe chalta hai fring or nimbuzz or khas kar zaidi aap ne jese samjhaya hai wo tu best hai or nimbuzz wakie hi zabardsat hai is se pori dunya main sip account se call kar sakte hain usa jese contry tu free hain or nimbuzz to nimbuzz and firng to fring also free hain ab main kisi ko bhi kaan pakar ke keh sakta hon ke apne net ko actevte karwao take free baat kar sakin thanks again
    Thanks dear u welcome

  9. #21
    zaidi62 is offline Advance Member
    Last Online
    23rd June 2021 @ 05:14 AM
    Join Date
    17 Dec 2006
    Posts
    1,054
    Threads
    15
    Credits
    1,360
    Thanked
    42

    Default

    Quote Dheet said: View Post
    Nimbuzz aur fring to har network se connect ho jate hain aur rayi baat nimbuzz ya fring se call karne ki toh yeh mumkin nahi kiyun k in software se cAll karne k liye aap ko 3g service pe connect hona pare jo k bad qismati se pakistan main koi network faraham nahi kar raha aur Han agar aap kisi free wifi place k qareeb rehte hain to aap free call kar sakte hain in software se iss k liye aap k mobile main wifi support available hon chaiye GPRS ya edge service se aap free call nahi kar sakte bhai!
    ji nahi janab ap tajarba kiye bagher ghalat fatwa dai rahe hain me pakistan me hi rehta hon jahan 3g network nahi hai aur 3g network sirf video call support karta hai jisme ap front camera wale cellphone se 3g to 3g network video call kar sakte hain wo bhi usko jiske pas front camera wala cellphone aur 3g network activat ho aur WiFi bhi sirf on air internet facility hai issey nimbuzz ka koi laina daina nahi hai ye to online messenger hai isko gprs prfect chahye perfect call ke liye me karachi se hi jahan 3g network nahi hai aur mere pas wifi bhi nahi hai sirf gprs se nimbuzz ke zarye sip account ke through na sirf pakistan me balke Sweden, Spain, Canada, Kinshasa, Dar-es-salaam, Nairobi, Brazavila, aur India voice chat karta hon, ap bhi nimbuzz install karke meri yehi itdunya wali id apne pass add karen phir me apse yahin se bagher kisi 3g ya wifi ke sirf gprs se nimbuzz ke zarye call karonga ya ap karen to apki ye namumkin wali ghalat fehmi dor hojayegi,

  10. #22
    Yugi's Avatar
    Yugi is offline Senior Member
    Last Online
    8th November 2015 @ 05:54 PM
    Join Date
    30 Mar 2009
    Location
    Quetta
    Gender
    Male
    Posts
    1,484
    Threads
    62
    Credits
    0
    Thanked
    77

    Default

    Quote Dheet said: View Post
    Nimbuzz aur fring to har network se connect ho jate hain aur rayi baat nimbuzz ya fring se call karne ki toh yeh mumkin nahi kiyun k in software se cAll karne k liye aap ko 3g service pe connect hona pare jo k bad qismati se pakistan main koi network faraham nahi kar raha aur Han agar aap kisi free wifi place k qareeb rehte hain to aap free call kar sakte hain in software se iss k liye aap k mobile main wifi support available hon chaiye GPRS ya edge service se aap free call nahi kar sakte bhai!
    bilkol sahi kah rahe hain aap bro esa bhi hai kiyon ke ju net service aap compny se lete ho wo aap ko ye call karne ki service provoid nahi karti na pakistan main na hi eurp main kiyon ke mere dost hian wahan jinhon ne net open tu karwa liya aik saal ka pay kar ke lakin faida koi nahi howa wifi se tu pori dunya main chal raha hai main pakistan ka poch raha tha ke koi hai esi sim jahan ye call ho sake ?

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Similar Threads

  1. assalam o alaikum friends
    By wahmadh in forum Introduction
    Replies: 27
    Last Post: 24th October 2019, 08:12 PM
  2. Assalam Alaikum Friends
    By Zulf Ali in forum Introduction
    Replies: 10
    Last Post: 2nd January 2015, 12:40 PM
  3. Assalam-o-Alaikum Friends!
    By ariese in forum Introduction
    Replies: 20
    Last Post: 3rd May 2010, 10:36 PM
  4. Assalam-o-alaikum friends
    By m.irfanafzal in forum Introduction
    Replies: 3
    Last Post: 23rd April 2007, 03:40 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •