Page 6 of 11 FirstFirst ... 3456789 ... LastLast
Results 61 to 72 of 127

Thread: Chand Mein Ikhtelaf Hona ,, Qayamat Ki Qareebi Nishani Hai (ALLAH REHM KAREY)

  1. #61
    khizer's Avatar
    khizer is offline Senior Member
    Last Online
    27th September 2013 @ 09:49 PM
    Join Date
    12 Nov 2006
    Location
    RAwalpindi
    Posts
    2,548
    Threads
    106
    Credits
    0
    Thanked
    53

    Default

    Quote Fasih ud Din said: View Post
    Chand (Moon) mein ikhtelaf hona boht ehm & qareebi nishani hai Qayamat ki ,,,,,,, Aaj bhi Pakistan mein Chand ka ikhtelaf 1 baar phir ho gaya ,,, jo ke nahi hona chahye thaa .... 1 hee Eid hoti to saheeh thaa ,,, Yeh Mazmoon Detail se parhne keliye Mera Ehm Tareen Thread
    DAJJAL PART-2 parhen ,,,, SHUKRIAA
    Quote *KHAN*JEE* said: View Post
    Fasih Bhai Aap k ye Anmool Threads Parne mein Qayamat k Nishaniyoon k Bare mein Humare Ilam Mein Izafa howa....
    Fasih Bhai aap Ne Bahot acha nukta chuna hai.Ab deako na, humare Elaqe mein kal Eid Manane ka elaan kiya giya hai, Sochne ki Baat ye hai..K kisi ne B humare Elaqey mein Chand nahi deaka, Bas Peshawar k Shahadat per Eid manane ka Fesla kiya giya hai, Aur tu Aur Jab Peshawar mein Ramzan k Mahine ka Elaan kiy giya tha..Tu tab kisi ne B is ko saheeh nahi kaha..Aur jab Aaj Eid ki Baat aayee...Tu sub oun k Tabee howe..
    Ye B kya musalmani hai...k Ramzan k liye Chand mein Ikhtelaaf ho, Aur Eid k liye Chaaand mein sub aik...Ye tu sirf humare Elaaqe baat hai...Aur Hakoomat ki tu aur baat hai....
    Aur aaj humari 28 Ramzan per Eid hogi...Ye kya ho raha hai...Kabi 29 Roze hote, Magar Abhi 28....Bahot Dukh ho Raha hai...
    Aah Musalmaan...

    pakistan main jitnay provinces hay and areas hay wo aik country kay hay na kay kisi or country kay..pakistan kay kisi bhi area main chand ki shahdat aye tu wo qabool ki jati hay..hamary areas main mostly mountains hay waha se shahdat atay aty time lag jata hay due to lack of transport,balochistan ki shahdat bhi nahi mani jati.tu muft karam phir kion Eid kay committee mai bethay..is problem ko GOVT solve kar sakti hay bass..hamari Govt khud nahi chahti hay problem solve ho warna GOvt ko mid mai bethao or problem solve karna start karo kasam se problem aik dum solve hoga
    Kindly change your signature's image size.
    Team ITDunya

  2. #62
    Mudassar_Ali's Avatar
    Mudassar_Ali is offline Senior Member+
    Last Online
    25th October 2015 @ 12:01 PM
    Join Date
    18 Jan 2008
    Location
    l~ Heart Of Pak
    Age
    35
    Posts
    5,731
    Threads
    113
    Credits
    950
    Thanked
    216

    Default

    Jazakallah Fasih bhaai
    bohat shukrya hmay kiamat ki ye nishani batanay ka aaj waqai chaand per ikhtlaf hai.Hmaray soobay bhi isko lay ker bohat ladtay rehtay hain.But kia hum sab 1 din eid nahi mana saktay??????

  3. #63
    Join Date
    06 Apr 2009
    Location
    karachi
    Age
    34
    Posts
    2,649
    Threads
    49
    Thanked
    10

    Default



    brothers umeed hai ap sab khairiyat se honge.ap sab bhaiyon ne baja farmaya k main ghalat hoon aur maafi chahta hoon k main ne jis jis bhai ko bi hurt kia mera maqsad kisi ko hurt krna na tha kyun k hamid bhai masood bhai mere bohat hi ache dost aur sathi hain aur masood bhai aur hamid bhai kafi ghussa kr gaye the jo bilkul sahi hai k unhon ne kbhi yeh na socha hoga k unka bhai yeh harkat karega.main apni us post k liye sb se maafi chahta hoon main us post ko edit krna chahta tha par edit kr nahin paya.par mujhe likhne se pehle sochna chahiye tha.mujhe maaf kijiyega aur main ap logoon k replies ka intizar karunga k ap logon ne mujhe maaf kia k nahin especially massod bhai ,hamid bhai aur Afridi bhai ap logoon ki post ka intizar rhega.


    ALLAH HAFIZ

  4. #64
    zarmal's Avatar
    zarmal is offline Advance Member
    Last Online
    6th August 2022 @ 01:08 AM
    Join Date
    04 Aug 2009
    Location
    gul-e-gulzar chaman
    Posts
    8,978
    Threads
    64
    Credits
    166
    Thanked
    35

    Default

    Quote Afridi said: View Post
    @Abdul_Rehman

    App kee aik Post..............jis ko Edit kar kee remove keya geya hay,............... kee jawab main main yahee kahonga,......kay Yahee Phatan hee hay,...........jinhoonee abee tak ISLAM ko kayeem o dayeem rakaa hay,............warnaaa hameee achee tarah maloom hay,...........kay app sab ISLAM kee leye kaia kar rahe hay,................

    So in future,...........app ITD per aisee posting say ejtenaab kareeeeeeeeeeee
    afridi bai me ap sy bilqul motafiq ho
    I DIDN'T CHOOSE TO BE AFGHAN, I JUST GOT LUCKY!

  5. #65
    Gr8^Masood's Avatar
    Gr8^Masood is offline Senior Member+
    Last Online
    18th September 2013 @ 10:50 AM
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    Khi
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    42,351
    Threads
    1398
    Credits
    970
    Thanked
    2855

    Thumbs up Its Ok.......!

    Quote Abdul_Rehman said: View Post


    brothers umeed hai ap sab khairiyat se honge.ap sab bhaiyon ne baja farmaya k main ghalat hoon aur maafi chahta hoon k main ne jis jis bhai ko bi hurt kia mera maqsad kisi ko hurt krna na tha kyun k hamid bhai masood bhai mere bohat hi ache dost aur sathi hain aur masood bhai aur hamid bhai kafi ghussa kr gaye the jo bilkul sahi hai k unhon ne kbhi yeh na socha hoga k unka bhai yeh harkat karega.main apni us post k liye sb se maafi chahta hoon main us post ko edit krna chahta tha par edit kr nahin paya.par mujhe likhne se pehle sochna chahiye tha.mujhe maaf kijiyega aur main ap logoon k replies ka intizar karunga k ap logon ne mujhe maaf kia k nahin especially massod bhai ,hamid bhai aur Afridi bhai ap logoon ki post ka intizar rhega.

    ALLAH HAFIZ
    WSLM::
    .......A.Rehman Koi Baat Nahi Mere Bhai Hota Rehta Hai Aap Ko Apni Ghalti Ka Aesaas Hua Yahi Kafi hai.............Or Ghalti To Insaan se E Hoti hai..........Aap ne Yaqinan essa jan bhoj kar nahi kiya hoga........Anyway ghalti karna asan kaam hai magar Ghalti taslim karna barhi bahadri ka kaam hai or woh be sab ke samne........Allah Aap ko Khush rakein........AMIN

  6. #66
    Join Date
    06 Apr 2009
    Location
    karachi
    Age
    34
    Posts
    2,649
    Threads
    49
    Credits
    0
    Thanked
    10

    Default

    Quote Gr8^Masood said: View Post
    WSLM::
    .......A.Rehman Koi Baat Nahi Mere Bhai Hota Rehta Hai Aap Ko Apni Ghalti Ka Aesaas Hua Yahi Kafi hai.............Or Ghalti To Insaan se E Hoti hai..........Aap ne Yaqinan essa jan bhoj kar nahi kiya hoga........Anyway ghalti karna asan kaam hai magar Ghalti taslim karna barhi bahadri ka kaam hai or woh be sab ke samne........Allah Aap ko Khush rakein........AMIN
    brother umeed hai ap mujh se khafa ya naraz nahin honge

  7. #67
    Join Date
    18 Apr 2009
    Gender
    Male
    Posts
    22,012
    Threads
    145
    Credits
    0
    Thanked
    316

    Default

    Quote Abdul_Rehman said: View Post

    brothers umeed hai ap sab khairiyat se honge.ap sab bhaiyon ne baja farmaya k main ghalat hoon aur maafi chahta hoon k main ne jis jis bhai ko bi hurt kia mera maqsad kisi ko hurt krna na tha kyun k hamid bhai masood bhai mere bohat hi ache dost aur sathi hain aur masood bhai aur hamid bhai kafi ghussa kr gaye the jo bilkul sahi hai k unhon ne kbhi yeh na socha hoga k unka bhai yeh harkat karega.main apni us post k liye sb se maafi chahta hoon main us post ko edit krna chahta tha par edit kr nahin paya.par mujhe likhne se pehle sochna chahiye tha.mujhe maaf kijiyega aur main ap logoon k replies ka intizar karunga k ap logon ne mujhe maaf kia k nahin especially massod bhai ,hamid bhai aur Afridi bhai ap logoon ki post ka intizar rhega.

    ALLAH HAFIZ
    Assalam o Alaikum wrakhma tullah e wabarakatuho

    nahe bhi koye baat nahe aisa hota rehta ha......................Galti to insan se hote rehti ha............Galti to Adam(A.S)se be hoye the pher Allah Pak ne Maf kya ...............Ek pegamber Allah jaise barhe hasti maf karti ha bala ham ap ko kisi maf nahe karen ge.........Teek ha Naraz hone ke koye Zarorat nahe........Apna khyal rakhye.Allah Hafiz

  8. #68
    *KHAN*JEE*'s Avatar
    *KHAN*JEE* is offline Advance Member+
    Last Online
    14th January 2021 @ 05:22 PM
    Join Date
    09 Apr 2009
    Location
    .*'""*JaNNaT*""
    Gender
    Male
    Posts
    23,576
    Threads
    649
    Credits
    91
    Thanked
    1618

    Default

    Quote Afridi said: View Post
    @Abdul_Rehman

    App kee aik Post..............jis ko Edit kar kee remove keya geya hay,............... kee jawab main main yahee kahonga,......kay Yahee Phatan hee hay,...........jinhoonee abee tak ISLAM ko kayeem o dayeem rakaa hay,............warnaaa hameee achee tarah maloom hay,...........kay app sab ISLAM kee leye kaia kar rahe hay,................

    So in future,...........app ITD per aisee posting say ejtenaab kareeeeeeeeeeee
    ThanX...........Bhai Aap ne Acha kiya, k Jawab diya....

    Warna mere Is tara k Answer dene se Bahot Ekhtelaaf Paida hota.......ThanX a lot...

  9. #69
    *BADAL* is offline Advance Member
    Last Online
    10th February 2023 @ 10:59 PM
    Join Date
    24 Sep 2008
    Location
    JEDDAH
    Age
    40
    Posts
    798
    Threads
    95
    Credits
    1,321
    Thanked
    9

    Default

    Fasih Bhai aik baat ke samajh nahi arhe hay.woh yay kay taqreban dunya kay saray eslame mulko may aik he din Eid manaye jate hay.halankay woh mumalik be Saudi Arab kay qareeb nahi hay.to phir Pakistan may 1 din pechay Q manaye jate hay.halankay America aur Canada may be Saudi Arab kay sath aik he din Eid manaye jate hay.mera matlab app kay sath munazira karna nahi hay balkay apnay elam may ezafa karna hay.

  10. #70
    ITKING's Avatar
    ITKING is offline Senior Member+
    Last Online
    27th January 2012 @ 10:10 PM
    Join Date
    12 Sep 2006
    Location
    Riyadh, KSA
    Posts
    3,564
    Threads
    94
    Credits
    970
    Thanked
    142

    Default

    khair yeh chezen apni jaga per hamen yahan pata tha saudia main ke rozey 29 he hian............mje 3 calendar miley sab pe 29 he they........to yahan chand ka issue he nae hia
    Kaho to Laut jate hain ......

  11. #71
    zarmal's Avatar
    zarmal is offline Advance Member
    Last Online
    6th August 2022 @ 01:08 AM
    Join Date
    04 Aug 2009
    Location
    gul-e-gulzar chaman
    Posts
    8,978
    Threads
    64
    Credits
    166
    Thanked
    35

    Default

    Quote Abdul_Rehman said: View Post


    brothers umeed hai ap sab khairiyat se honge.ap sab bhaiyon ne baja farmaya k main ghalat hoon aur maafi chahta hoon k main ne jis jis bhai ko bi hurt kia mera maqsad kisi ko hurt krna na tha kyun k hamid bhai masood bhai mere bohat hi ache dost aur sathi hain aur masood bhai aur hamid bhai kafi ghussa kr gaye the jo bilkul sahi hai k unhon ne kbhi yeh na socha hoga k unka bhai yeh harkat karega.main apni us post k liye sb se maafi chahta hoon main us post ko edit krna chahta tha par edit kr nahin paya.par mujhe likhne se pehle sochna chahiye tha.mujhe maaf kijiyega aur main ap logoon k replies ka intizar karunga k ap logon ne mujhe maaf kia k nahin especially massod bhai ,hamid bhai aur Afridi bhai ap logoon ki post ka intizar rhega.


    ALLAH HAFIZ
    ap ne apni kalati taslim ki ye bahot badori or nek admi ka kam hai or muje umid hai ap ne ye jan boj ker ya kisi ko nishana bena ker nahi ki ho ge.
    dil ko behot teklif hoa tah lekin ap k mafi ne merham ka kam kiya.Allah ap ko khar nasib kere or ager hamare kisi baat sy ap ki dil azari hovi ho toh mai mafi chatha ho
    .

  12. #72
    Join Date
    06 Apr 2009
    Location
    karachi
    Age
    34
    Posts
    2,649
    Threads
    49
    Credits
    0
    Thanked
    10

    Default

    Quote zarmal said: View Post
    ap ne apni kalati taslim ki ye bahot badori or nek admi ka kam hai or muje umid hai ap ne ye jan boj ker ya kisi ko nishana bena ker nahi ki ho ge.
    dil ko behot teklif hoa tah lekin ap k mafi ne merham ka kam kiya.Allah ap ko khar nasib kere or ager hamare kisi baat sy ap ki dil azari hovi ho toh mai mafi chatha ho
    .
    ary brother ap logon ne meri ghalti sahi ki hai warna main to ghalti par tha brother mujhe pehle hi ehsas hogaya tha k meri post ghalat hai aur main edit krna cha rha tha par nhn kr paya par mujhe likhne se pehle sochna chahiye tha

Page 6 of 11 FirstFirst ... 3456789 ... LastLast

Similar Threads

  1. Qayamat ki Niashaniyon ma say 1 Nishani...
    By ahadi958 in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 15
    Last Post: 25th March 2015, 12:28 PM
  2. Munkereen e Hadees,,,Qayamat Ki Ek Nishani
    By Fasih ud Din in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 91
    Last Post: 16th August 2013, 12:33 PM
  3. Gaana Bajanaa,,,QAYAMAT Ki Ek Nishani
    By Fasih ud Din in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 112
    Last Post: 4th December 2011, 12:28 PM
  4. Dosti Mein Dushmani,,,QAYAMAT Ki Ek Nishani
    By Fasih ud Din in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 90
    Last Post: 11th August 2011, 04:14 PM
  5. Qurb e Qayamat Ki Nishani
    By Fasih ud Din in forum Islam
    Replies: 8
    Last Post: 29th May 2009, 03:31 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •