tujhay ishq hai ger phoolon sey
main bhi titliyon ki ameen hun
piyara hai tujhay maahtab ager
to main chandni ki raheen hun
tujhay talab meri wafa ki hai
main to shehar-e-anaa ki makeen hun
tu mareez-e-jalwa-e-shauq hai
main k husn perda nasheen hun
tujhay da'waa-e-shiddat-e-ishq hai
main junoo(n) main mushkil tareen hun
Bookmarks