Last edited by Sultana; 29th June 2010 at 03:21 PM.
bahut khoooob
Maan aik khuda talaa ka Azeem Tohfa hai
Jis ne khidmat keay baghare is tohfay ko
ganwa dea to yoon samjho us ne kuch hasel nai kia
BOHT KHOOB
bahut khoooob kehna bohat kam ho ga
humare pas tu lafz hi ni hain bahut khoooob bahut khoooob
Bhaot Khoob Likha Hai
Carry On
so nice
Ma Sab Kuch Hai
Ma Ke Bina Kuch Nahi Hai
V Nice Sharing Thanks
meri ankhon main ansoo aa gay hain maa ki itni bari qurbani ka parh ke no doubt maan hameesha apnay bachon k liye kisi bhi kisam ki kurbani denay ko tyar rahti hai
lakin dukh ki baat yeh hain hu kabhi samajh hi nhi patay kah aik maan nay kitna sacrifice kiya hai apni aulad k liye life partner milnay k baad apni apni life main busy ho jatay hain.wakat tak nhi dy patay.
Ya rab ul izat humain apnay waldain ki khidmat karnay ki toufeek ata farma
amin
Buhat zabardat jinaab.................
ye parh kar ankhoon main ansoo a gaey.... really aj kal k BAchy, Jawaan, apny parents k saath aisa salook karty hain, jaisy wo unky Noukar hoon, aisy mukhtalif waqaeeaat meri real life main bhi dekhny ko mily hain, jab wo yaad karta hoon, tu buhat dukh hota hai...
Hamain apny parents sy piyaar aur muhabbat sy Paish ana chahye.....
Allah Quran main farmaata hai... k tum Apny waleydain ko uf tak na kaho...
"NeVeR St0P tH!Nk!nG, BecoZ L!Fe Is THe G@mE OF LuCk"
"L!Fe !s aN Experience, Try T0 Get L!L OnCe A DaY"
(QaZ! HaMaYuN)
Bookmarks