Salam
Dear agar aap naraz na ho tho mery khyal may Tajaweez aur Shikayat wala section band kar dain.
is ki waja ye hy k na tho yaha par koi sahi tasli bakhsh jawab daita hy bal k thread parrh k koi mashwara ya solution bhi nahi bataty.
ye mera 3rd thread hy k may is section may post kar raha ho aur koi bhi tasli bakhsh jawab nahi daita.
is sy pehly bhi may ny 2 thread post kiay jo k sirf parrhy gay na k is ka koi hal ya koi mashwara dia gia.
Bookmarks