Dear IT Experts
Main yay janana chata hou k meri vwirless pr downloading speed bohat kum aate hai (approximately 2-3KB) kya yay masla hall ho skta hai
doosra yay k kuch thread main members nay kuch software k link diaya hai kya ise say speed ka masla hal ho jata hai ya nahi
Mehrbani kr k yay zaoor batay ta k loogo ka time aisy software ko download krnay mah zaya na
Thanks
Fahd Mahmood
Bookmarks