Page 3 of 9 FirstFirst 123456 ... LastLast
Results 25 to 36 of 98

Thread: ~*~Baber~*~Roman~*~Collection~*~

  1. #25
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default Aankh he bheri bheri or tum muskurane ki baat Kerte Ho

    Aankh he bheri bheri or tum muskurane ki baat kerte ho
    Zindgi khefa khefa or tum dill legane ki baat kerte ho
    Mere halat ese hein k me kuch ker nahi sekta
    terrepta he ye dill lekin ye aahein bher nahi sekta
    Zkhem he hera hera or tum chot khane ki baat kerte ho
    Aankh he bheri bheri or tum muskorane ki baat kerte ho
    koi jo khewab dekha to milli perchhaiyan mujh ko
    Mujhe mehfil ki khwahish thi milli tenhaiyan mujh ko
    Her teref dhuaan dhuaan or tum aashiyane ki baat kerte ho
    AAnkh he bheri bheri or tum muskorane ki baat kerte ho
    Zindgi khefa khefa or tum dill legane ki baat kerte ho.............
    محبت



    بڑا ہی خوبصورت جذبہ ہے
    پتہ ہی نہیں چلتا
    کب اور کیسے
    دل میں یوں اُبھر آتا ہے
    جیسے
    برسات کی اندھیری رات میں
    جگنو جھلملا اُٹھیں
    یا چپکے سے کوئی
    مسجد میں دیا جلا دے !

    Mobile Number Not Allowed......ITD Team

  2. #26
    cute_charming786 is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2011 @ 01:16 AM
    Join Date
    29 Dec 2005
    Location
    ~*~Live in yOur
    Posts
    3,449
    Threads
    146
    Credits
    955
    Thanked
    0

    Default

    Bohat Khub..........aik se barh kar aik
    jetay raho

  3. #27
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default

    Quote cute_charming786 said: View Post
    Bohat Khub..........aik se barh kar aik
    jetay raho
    thanks
    pasand karna ka buhat buhat sukriya
    jee rahain hian mari dadi aama.
    bas app karti raheya ga

  4. #28
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default

    Nahi sejde kiye hum ne kabhi shahon ki chokhet per..
    Hume jitni zrooret ho Khuda se mang lete hein..

  5. #29
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default khushi mein bhi Aanso hai

    khushi mein bhi Aanso hai
    Gham mein bhi Aanso hai
    Kis ko pata hai
    Yeh gham ya khushi ke Aanso hai
    Chahra-e-noor Per Muskrahat hai
    kyon phir aankhon mein chupi nami hai
    dil-e-nada mein bohat dard hai
    dard-e-takleef ki halat hai
    es dard-e-zakham ke bawajood
    phir bhi kyon tu logo ko hasa raha hai
    Rote rote Akhein-e-nam bhi sookh cuki hai
    Phir bhi tu kyon muskra raha hai
    dil-e-pathar ab to dil khol kar ro le
    Waqt-e-zindagi ka safar khatam ho raha hai
    Ek shak's Andhero mein apni nakamyabiyon se lar raha hai
    Kab se roshni ki talash mein subha ka intizar kar raha hai
    Bus ab jo umeedein thi
    wo khatam ho cuki hai
    darwaz-e-mout ke khulne ka
    bus intizar ho raha hai
    Ab to namaz perh le kambakhat
    Mout ka farista teri roh-e-jaan lena a raha hai

  6. #30
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default Veeran Rehta Hay

    Bina lagan mahel-e-zindagi veeran rehta hy
    Mily na mily koi phir b armaan rakhta hy


    Yun to wo muj sy itna sanasha na tha
    Koi b mehfal ho phir b ehsaan rakhta hy



    Yun to mujse kisi taluq ka talabgaar na tha
    Hazaron phir b ahad-o-pemaan rakhta hy


    Bahar-e-chaman hy jo chand roz ko loat jaiy gi
    Apny andar wo phir b sadion ka saman rakhta hy


    Wajah-e-udaasi wo muj sy puchta hy aksar
    Meri waja sy aksar wo b udaas rehta hy

    Yun to tum ma muj main nazuk sa rishta hy Baber
    Rahy umar bhar ya rishta phir b imaan rakhta hy

  7. #31
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default Bhoola deya

    ~Bhoola deya~

    Bhoola deya usne humhey
    Badalte waqt ki tarha
    Kasam da di bhool jane ki
    yeh saza hai umer-e-qaed ki tarha
    dua da di umer-e-hayat ki usne humhey
    yeh dua hai baduwah ki tarha
    Khush rahna tum Humesha mere baghair
    yeh khushi bhi ban gaye aansowoh ki tarha
    Baatain rah gaye us ki
    Mere dil mein yaadon ki tarha
    Toufa usne kya da deya
    umer bhar ke leya dard-e-dil ka rog da deya
    Hum ko toh hasi bhi milee
    Toh dard ki tarha
    Bhoola deya us ne "ADI" ko badalte waqt ki tarha
    per "Tariq" usey bhoola na saka badalte mosamo ki tarha

  8. #32
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default Hisaab Deana Hoga Tumhe

    hisaab deana hoga tumhe
    un guzrey lamhon ka
    jo hijar mean kaate hein mean ne
    un yaadon ka
    meare dil pur zakham bana gaye jo
    un sab ka hisaab deana hai tumhe
    un aansso ka
    raat ke andhery mean jo
    meara takyaa bhego jate hein
    un saanson ka
    jo tumhari thin
    tumhe azez thin
    jinhen tum bhula behtey ho
    mujhe hisaab chayee
    un sab palon ka
    jo tumhare bagear betayen hein mean ne
    us intezar ka
    jo meari aankhon ko dey gaye
    meare un jazbon ka
    un ehsasat ka
    jinhe kabhi tum jaga gaye
    meari zindagi ko khatum kar gaye
    mujhe tumse hisaab chayee
    us dil ke dukhane ka
    jease kabhi tum
    apna ghar kaha karte thae
    ajj tum uski
    bunyad hila gaye
    kirchi kirchi kar gaye
    meare khobsurat sapno ki tarhan
    mujhe tumse apne
    guzre deno ka hisaab chayee
    bas!
    mujhe!
    meare guzrey deno ka hisaab chayee

  9. #33
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default khalqat-e-shehar

    khalqat-e-shehar b ajeeb dastanain hay samoay
    Koi payar kar k to koi faryad kar k roay

    veerangi ka gila karty ho deevangi main
    hum ny dekha hy jo abaad kar k roay

    gareeb-e-shehar hony ka kyon hy rona tujh ko
    aisy b hain nazar main jo maldaar kar k roay

    Roodad humari sunany ko itny muztarb ho kyon
    kyon kahian jis ko hum her baar baian kar k roay

    ik bewafa ki rafaqat main baber
    ab kyon sab kuch nisaar kar k roay

  10. #34
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default Mere Paas Aao K Main Tanha Hon

    MERE PAAS AAO K MAIN TANHA HON
    mere paas aao ya mujhe bolayo k main tanha hon
    koi baat karo kuch muskorao k main tanha hoon

    meri baaton main buht shokhi hy maggar
    mere lehje ko sun jao k main tanha hoon

    pehly teri arzo thi per ab wo bhi nahi hy
    mujhe kia hoa hy samjhao k main tanha hon

    tum ne kaha tha k umer bhar saath do gy
    ab iss wade ko nibhao k main tanha honn

    mujhe koi ehsaas do k mn ji uthoon phir se
    koi saaz bajaoo koi geet gaooo k main tanha hon

  11. #35
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default

    dil ki chokhat pe jo ek deep jala rakha hai
    tere laut anay ka imkan saja rakha hai

    rooth jatay ho to kuch aur haseen lagte ho
    humne ye soch ker hi tum ko khafa rakha hai

    chain lene nahi deta ke pal bhi mujhe
    teri yadon ne jo toofan utha rakha hai

    janay wale ne kaha tha k wo laute ga zaror
    bas isi aas pe darwaza khula rakha hai..

  12. #36
    heart_target786's Avatar
    heart_target786 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2009 @ 03:36 AM
    Join Date
    01 Apr 2006
    Location
    pakistan(faisal
    Posts
    458
    Threads
    68
    Credits
    1,075
    Thanked
    0

    Default

    MUHABBAT KO MUHABBAT KA ZARA EHSAAS HONE DO
    ABHI KUCH DAIR TEHRO HUSSUN KO BENAQQAB HONE DO

    BEWAJHA DIL KO YOUN ROKA NAHI KERTY
    ITNE MUHTAT HO KIUYN ZARA MUSAM KHARAB HONE DO

    ISHARON MN KAHI BATAIN AKSAR NA MUKAMMAL HOTI HN
    RUKKO, MERE AKO ZARA KITAB HONE DO

    ZINDAGI KO DO RAHY PE LA K CHODTY HO KIYUON
    KUCH KAHO YA APNI BEWAFAYI KA HISSAB HONE DO

    AJAB NAHI K LOG TUJHE BEWAFA JANNE
    PHIR KIYOUN NA AAJ PORA MAHTAB HONE DO

    YEH RAAT ANDHEERI SAHI PER THANDI TU HOTI HY
    ROSHKI HAQEEQAT KIA ZARA CHANDA KO AFTAAB HONE DO

Page 3 of 9 FirstFirst 123456 ... LastLast

Similar Threads

  1. ~*~My Roman Urdu Poetry Collection~*~
    By cute_charming786 in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 245
    Last Post: 30th June 2022, 06:22 AM
  2. Replies: 92
    Last Post: 27th September 2012, 05:40 PM
  3. *~6 September Baber Hatif Haftm Mezail*!~
    By *~Zaka~* in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 14
    Last Post: 10th September 2009, 02:39 AM
  4. 9 years "Baber Iqbal" The GREAT IT Professional of Pakistan.
    By Hamad Hussain in forum General Discussion
    Replies: 7
    Last Post: 9th September 2009, 10:59 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •