Dil behal jae to log chor detay hain,
Koi or mil jae to log chor dete hain,
Char din ki chandni ka kya krna,
Chandni dhal jae to log chor dete hain,
Kasmain to khate hain sada sath nibhanay ki,
Zehan badal jae to log chor dete hain,
Aaj kal k logoon ka bharosa karna to kya,
Mausam badal jae to log chor dete hain.
Log mohabbat kartey hain matlab k liye
Matlab nikal jaye to log chor detay hain
Bookmarks