Hi bro mein mohtrma benazir bhutto k gaon se taluk rakhta hn lakin badqismti ye hy k yahan DSL jesi facility available nhn hy mein kaye bar ptcl office gaya hn lakin har bar kehte hy pehli tareekh se start karenge 6 mahene guzr gaye lakin abi tk start nhn hwa mein ab kis se complain karun.
Bookmarks