Shahzad bhai aap ka shukriya
Shahzad bhai aap ka shukriya
Umar Bhai
aap mujhe bata sakte hain k agar computer mei ye pata karna ho k kya cheez kharab hai(ram, harddrive, power ya kuch bhi kharab hai) to kaise pata chal sakta hai
thankyou brother ma na pentium 3 system ma 256mb ram install ki lekan wo support na ho saki
bus speed is same(133MHZ) thi plz guide and help me
Sir aap ne jo poch liya hay wo bhut bara sawal hay goya ke app ne samunder ko koze main band kar liya hay lakin batana to mera faraz hay na...
Ram ka masla to bara clear hay ke agar aap ka pc ram lga ke display na de or ram uninstall kar ke beeps de to ye bat sure hay ke aap ka mother board or processer ok hay ram thik nai ram ke contect parts ko achi si rubber se saf karain agar msla hal na ho to aap ko ram chang karna pare gi
Agar ram utar ke bhi aap ka pc msla kare or koi beep wagara na de to aap ke board ya processor ka masla hay ram ok hay
aggar aap ka pc ram laga ke bhi beep hi de to aap ke mother board main aik controller ic hota hay wo kharab ho gaya ho ga ...........
LAkin brother in tamam baton ke bawajod ap computer ke kisi bhi error ko specifically catagories nahi kar sakte har pc main masla kisi bhi tarha ka ho sakta hay.....................
Bhai mujhe koi aisa tarika batao jis se ye pata chala sakoun k mera PC maximum kitna processor aur ram waghera support karta ha.??
Bhai jaan ye to mother board pe depand karta hay ke aap ka pc kaya supprot karta hay or kaya nai
app mujy kisi bhi mother board ka model or curent specification bata dain to main aap ko os ka maximum supporting eqiupment ke bare main bata don ga...
Asalam u alaikum.
Janab mere pas toshiba laptop he, ek dost ko dia ta, us na bios password lga dia, ab us sa bhol gia he, jb laptop on krta he to toshiba logo ata hi ek dam sa msj data he k enter your security password, yha ek do bndo ko dekaya kehta he k ni tek ho skta, ab ap btao k kya kr¨°.
umer bhai kya baat hai apki mashallah very good
Bookmarks