Asslam o lekum....
Qaafi stupid problem hai lekin agar koi hal bata de to usska shukriya.......
Documents ya desktop pe padi kissi bhi file ko right click karoon ya open karne ki koshish karun to comp wahin ruk jata hai....kharaab ho jata hai aur phir restart karna padta hai........
Fan se hawa bhi di hai par theek nahi hua pata nahi kia massla hai.........
Agar kissi ko problem ki samajh na ai to sorry.
Agar kissi ko samajh aa gai hai to kia karoon.........?
Thanx........