meray yahoo mail account main yeh problem hai kay jab main password lagata hon tau uskay baad next page start hotay hi hang ho jata hai aur har baar yahi hota hai.main nay laptop say mail check kya tau bilkul thik work kar raha hai mujay yeh batain kay yeh hang kaisay thik hoga.???