well may 1st year and 2nd year ka papers dobara aik sath dena cahta hun. kya yeh mumkin hai. ager mumkin hai tu mujhe is bare may guide ker dain k kis tarah may aik sath paper de sakta hun. ap ka replies ka intezar rahe ga

Salam yar
agr aap ne rwalpindi board k paperz daine hain to, jb admissions jain gy tb ap us main ap tmam subjects mention kr dain aur ap private candidate k tor pr apaper dain gy. admission form december k nzdk jain gy. thanks

yes app dy saktay hain ur dost ny uper way bta dia hai app ko
bhai ap karna kis main chahtay hain madical, pre.engg ya commerce or han ye easy hai bt madical or pre..engg main nai...............
[IMG]http://i611.***********.com/albums/tt192/aamir_tumbi/2681-nemazzzzz.jpg[/IMG]
Bookmarks