Wa-Alaiykum salam.
jizakallah .app na sach kaha.. sharing ka shukriya.
manzil mari taraf sa iss link say
http://funpara.*************
Jazak Allah
Jazakallah....
Ap SAW pr jadoo nahi hoa tha, jo log ye kahte hain kh AP SAW pr jadoo hoa un ko ALLAH ne zalim kaha hai, Ap SAW pr zalmo ne bohtan lagaya tha kh Muhammad SAW pr jadoo ho gaya hai jis ki waja se ye aysi baateyn krta hai kh ALLAH ek hai,
AP SAW pr Jadoo nahi hoa is ka saboot Quran mai hai, daykho
Surat #17 Ayat # 47,48.
Surat # 25 Ayat # 8,9.
Ji JazakAllah apne bilkul thik elaj byan farmaya...!!
arre bhai jaadoo tab tak asar nahi krta jab tak aap jadoo per yakeen na karein,
jadoo ki shart yehi hai, jis pal se aap yakeen kar lein ge, ussi pal se jadoo apna kaam shruu kar de ga
Jazak Allah
Jazak Allah
Bookmarks