Results 1 to 11 of 11

Thread: Kia Ye Shirk Nahi?

  1. #1
    jahmad is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd November 2014 @ 07:16 PM
    Join Date
    25 May 2009
    Posts
    255
    Threads
    68
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Arrow Kia Ye Shirk Nahi?

    ULLAMA DEOBAND K MOLANA MEHMOOD HASSAN SAB APNAY MURSHID RASHEED GANGOHI SAB K BARAY MAY FARMATAY HAI.
    MUJAY IN IBARAT KA MATLAB KOI BHAI SAMJA SAKTA HAI
    THX
    W.SALAM
    Attached Images Attached Images      
    Last edited by jahmad; 18th October 2009 at 01:08 PM.

  2. #2
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Exclamation Assalam-o-Alaikum,

    nahi Jahmas bhai, ye shirk nahin, Ye to apne seikh se aqeedat aur muhabbat ka Izhaar ha...

    Hazoor sallaho ilehe wassalam ke ashaab R.A. bhi Hazoor saww ki madah man chand ashaar parh dete the, hazoor saww ne unhen mana na farmaya, lekin baaz mwaqe aese aye jiss man Hazoor saww ki shaan man beja izafa hojane ka khatra tha, to unn mawaqe par Hazoor saww ne Ashaab R.A. ko foran mana farmadia,

    Misaal ke torr par, hazoor aik dafa wazoo farma rahe the, to App saww ke wazoo ka bacha hoa paani Sahaba R.A. apne jisam par batorr-e-tabarruk malne lage, to Hazoor saww ne unhen farmaya keh "Iss se behtar ye ha keh tumm Meri Itteba karo"... (hadees ka mafhoom)

    Issi tarah Hazoor saww ne Farmaya keh meri qabar ko sijda gah na banana, jiss tarah Bani israel ne apne nabioun ki qabroun ko bana lia tha...

    Isssi tarah hazoor aik aam musalman ki tarah bethte, aur apne lye koi oonchi jaga par bethna pasand na farmaatee, lekin choonkeh door se aane waloun ko YA wo logg jo Hazoor saww ko pehli dafa dekhte, unhen Hazoor saww pehchane na jaate, to Iss silsile man Sahab R.A. ne Hazoor saww ke lye aam zameen se zara ooncha maqaam bana dia taake Aap saww wahan tashreef farma hon... Hazoor saww ne iss baare man bhi mana na farmaya..

    Aese hi bohat se waqiat han, jinn man humm Hazoor saww ko nihayat aajizi ke saath dekh sakte han...

    Lekin agar kisi sahabi ke tarz-e-amal se Hazoor saww ki beja tareef hojaane ka khadsha hota to Hazoor saww foran mana farmadia karte the..

    ISI tarah agar aik Muureed apne Sheikh ki Hadood -e- shareat man rehte hoe taameel-e-irshaad YA adab karta ha, to wo shirk nahin karaha hota, balkeh ye uske adab ka taqaza ha...

    Abb man iss attachement ke mutaliq mazeed nahin keh sakta kionkeh , ye Brelvi Maslak se ligai ha, jo Deoband akabir par kuch sakht kalmaat keh dete han... iss lye iss attachement ke mutaliq kuch mazeed kehna (jabb takk koi mustanad zarye se mujhe maloom na hojaye) qabal azwaqt hoga...

    Mujhe umeed ha keh aap meri baat ko follow karo ge.. aur haan aik baat keh man ne apni iss tehreer man jaga jaga saww likha ha, please usse mukammal darood (sllaho ilehe wassalam) parha jaye...

    Allah hum sab ko aur app sabko khush rakhe,
    Wassalam,
    Imran
    Khanqah Daruslam

  3. #3
    jahmad is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd November 2014 @ 07:16 PM
    Join Date
    25 May 2009
    Posts
    255
    Threads
    68
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Arrow

    Quote naqshbandios_limra said: View Post

    salam
    bhai mai is par aor kuch nahi boolonga q k aap nai jo kaha mai is par iktifa karlayta hon aor ye umeed karta hon k agar koi SARKAR-E-DOAALAM (S.A.W) k baray mai agar kahay ga to aap us par kufar ka shirk ka fatwa nahi dangay
    agar molana mehmood hassan sab par kufar ka fatwa nahi lag sakta to kisi aor par b nahi lagna chahiya
    thx
    w.salam

  4. #4
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Jehmad bhai ... kiun kisi per ilzamaat lagatay ho ???

    kya koi positive thread nahi bana saktay ?? ilzamaat bohtaan lagana kisi admi per zaroori hai ??? ... kam se kam islamic section main to bhai aaisay threads na banao ..

    agar kisi ko apni baat per mutawajjah kerna hai to mere bhai apnay achay ikhlaaq aur tehreer se logo ko apni taraf maail kero .. ilzamaat bohtaan se log mutasirr nahi hongay balkeh aur durr ho jain geh ...

    simple si baat hai ... apni baat ko achay tareeqay se pesh kero taa keh log khichay chalay aain ... doosray kisi maslak main keeray aur burai nikalnay se log aap k kareeb nahi balkeh durr hotay chalay jain geh ..

    Allah hum sab ko samajhnay ki tofeeq de .. Ameeen

  5. #5
    jahmad is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd November 2014 @ 07:16 PM
    Join Date
    25 May 2009
    Posts
    255
    Threads
    68
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Arrow

    Quote oioioioioi said: View Post

    salam oioioioioioioi bhai
    yar mai nai kisi ki dil azari nahi ki bal k un ki books aap jaisay (samaj dar) logon ko dekana chahta hon
    agar kisi ko koi bath samaj na aay to kia us ko haq nahi k wo us k baray mai pochay
    aik jaga to wo fatwa day rahay hai k kisi ko itna darja nahi dena chahiye k wo ALLAH ki sifat ko ponchay to dosri taraf wo apnay murshid k baray mai ye khiyal aor soch raktay ho to aap say mai pochta hon mujay sawal karnay ka haq nahi ????????????
    k mai samaj lon konsa rasta mai ikhtiyar karon?????
    kia kisi ko us ki book jo us nay likhi ho dekana jurm hai ,fasad haii,us k mutaliq pochna ghalat hai ?????????????????
    mujay aap par herat ho rahi hai k ulta aap muj say sawal kar rahay hai ,
    mazrat k sath agar aap oper di gai thread k baray mai mujay samja saktay hai to plz jaldi karay takay ALLAH aap ko is ka ajar day
    thx
    w.salam

  6. #6
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Default

    Quote jahmad said:
    mazrat k sath agar aap oper di gai thread k baray mai mujay samja saktay hai to plz jaldi karay takay ALLAH aap ko is ka ajar day
    Mera khyaal ha keh man uss post ke mutaliq kaafi kuch samjha chuka hon, agar mazeed koi ishkaal , ya sawaal ho to PM ke zarye ya phir issi thread man pooch sakte han...

    Quote naqshbandios_limra said:
    ISI tarah agar aik Muureed apne Sheikh ki Hadood -e- shareat man rehte hoe taameel-e-irshaad YA adab karta ha, to wo shirk nahin karaha hota, balkeh ye uske adab ka taqaza ha...
    Agar koi shaks apne sheikh ka adab ya uski madah , BEJA kare, yani usski taareef man mubalgah kare to ye sarih shirk ha... aur ye naqabl-e-maafi gunah hoga... (Lekin Allah chaye to Tauba ke zarye iss gunah ko Maa`f kar sakta ha)...

    Lekin agar koi mureed apne sheikh ka adab aur uski madah Hadood-e-Shareat man rehte hoe kare to ye shirk nahin, Ye Mureed ki apne sheikh se aqeedat, aur muhabbat ka izhaar ha...

    Hazoor saww ki itteba bawajood iske keh Allah ki wilayat ka madar ha... jisko Quran man inn alfaaz se Irshad hoa...

    Qul inkun tum tuhibboonallah fattabeo ni youh bib kumullah:

    Yani agar ye logg Allah se muhabbat ka dawa karte han to in se apni Itteba karwaye, agar uss itteba man sabit qadam rahe to Allah in se khud muhabbat kare ga..

    ^^ Ba wajood iss Irshaad -e- Bari tala ke, lekin jabb Hazoor saww ki zaat ka muqabla barahe raast Allah ke saath hona tha to wahan Allah ne saaf irshaad farmaya:

    Subhan allazi asraa`a be abdehi:

    Tani Paak he wo zaat jis ne (Mairaaj ke mauqe par) Saer karai apne aik bande ko...

    Yahan Allah apne nabi ko, ya apne pegambar ko , ya apne rasool ko bhi kehsakta tha, LEKIN logon ko batana maqsood tha keh Nabi saww mere aik bande han, aur kuch nahin, na unhe meri zaat ke saath ilhaaq kardo, aur na hi unhe unke asal maqaam se kuch kaam martabe man samjho, wo mere nabi han, aur bulan maqaam ke hamil han, LEKIN mere aik bande han..

    UMEED ha keh man apko kuch clear kar saka honga...

    Allah apko aur humm sabko khush rakhe,

    Wassalam,
    Imran

  7. #7
    jahmad is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd November 2014 @ 07:16 PM
    Join Date
    25 May 2009
    Posts
    255
    Threads
    68
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Arrow

    Agar koi shaks apne sheikh ka adab ya uski madah , BEJA kare, yani usski taareef man mubalgah kare to ye sarih shirk ha... aur ye naqabl-e-maafi gunah hoga

    salam bhai
    yar aap ko nahi lagta k uper di gai thread mai unhonay mubalgay say kam liya hai
    aor itni tareef k khuda say mila diay hai
    aap un k ishaar zara ghoor say pharya
    phir ALLAH TAALA ki haqqanyat ko samnay raktay howay us ki tashree farmaye ga
    ALLAH aap ko aur mujay deen haq samajnay ki tufeeq aata farmay
    thx
    w.salam
    jamil ahmad

  8. #8
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Exclamation

    Quote jahmad said:
    salam bhai
    yar aap ko nahi lagta k uper di gai thread mai unhonay mubalgay say kam liya hai
    aor itni tareef k khuda say mila diay hai
    aap un k ishaar zara ghoor say pharya
    phir ALLAH TAALA ki haqqanyat ko samnay raktay howay us ki tashree farmaye ga
    ALLAH aap ko aur mujay deen haq samajnay ki tufeeq aata farmay
    thx
    w.salam
    jamil ahmad
    Walaikum Assalam Warah matullah,

    Nahin bhai, inn ashaar man koi mubalgah nahin. Agar apko kisi shaer man koi mubalgah lagta ha to app point out karen , man Insha Allah apne kamm ilmi se uska jawaab donga...

    Aur apki dua ka bohat bohat shukria, yehi dua man apke aur harr musalman ke haq man bhi mangta hon, Jazak Allah

    Wassalam,
    Imran

  9. #9
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Quote jahmad said: View Post
    salam oioioioioioioi bhai
    yar mai nai kisi ki dil azari nahi ki bal k un ki books aap jaisay (samaj dar) logon ko dekana chahta hon
    agar kisi ko koi bath samaj na aay to kia us ko haq nahi k wo us k baray mai pochay
    aik jaga to wo fatwa day rahay hai k kisi ko itna darja nahi dena chahiye k wo ALLAH ki sifat ko ponchay to dosri taraf wo apnay murshid k baray mai ye khiyal aor soch raktay ho to aap say mai pochta hon mujay sawal karnay ka haq nahi ????????????
    k mai samaj lon konsa rasta mai ikhtiyar karon?????
    kia kisi ko us ki book jo us nay likhi ho dekana jurm hai ,fasad haii,us k mutaliq pochna ghalat hai ?????????????????
    mujay aap par herat ho rahi hai k ulta aap muj say sawal kar rahay hai ,
    mazrat k sath agar aap oper di gai thread k baray mai mujay samja saktay hai to plz jaldi karay takay ALLAH aap ko is ka ajar day
    thx
    w.salam
    yaani keh mainay jo kaha hai sir wo aap nahi maanain geh ???

    bhai jis nay fatwa lagaya hai uss ko kehte to acha tha .. khamkha main kisi aur ko kehna aur ilzaam lagana kahan ki aqalmandi hai ??

    agar aap ka andaz poochnay wala hota to yaqeenan aap ko yahan samjhanay walay bohat millain geh .. lekin mere bhai apnay post ko parhiye aur bataiye kya yeh poochnay wala andaz hai ???

    main aaisi post main kabhii hissa nahi leta hoon .. lekin jab aap khas tor per kisi ko point out ker keh ilzaam lagana shoroo ho jain gey to majbooran bolna paray ga ... aap please .. achay threads banaiye .. sab ko qabool hai ... aur agar iss tarah k ikhtilaafi threads banain gey to siwaye larai k kuch nahi hoga ...

    beherhaal .. main aur hissa nahi loonga iss thread main .. baaqi aap ki marzi hai .. shukriya

  10. #10
    jahmad is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd November 2014 @ 07:16 PM
    Join Date
    25 May 2009
    Posts
    255
    Threads
    68
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Arrow

    Quote naqshbandios_limra said: View Post
    Walaikum Assalam Warah matullah,

    Nahin bhai, inn ashaar man koi mubalgah nahin. Agar apko kisi shaer man koi mubalgah lagta ha to app point out karen , man Insha Allah apne kamm ilmi se uska jawaab donga...

    Aur apki dua ka bohat bohat shukria, yehi dua man apke aur harr musalman ke haq man bhi mangta hon, Jazak Allah

    Wassalam,
    Imran
    salam imran bhai
    yakeen janye dill bhot khush howa aap ka reply dek kar
    ALLAH TAALA aap ki is ikhlaas ko kabool farmay
    imran bhai mujay jin ishaar mai masla nazar aaya wo mai pesh kar raha hon
    es k elawa agar ho sakay to agar mumkin ho is poray thread ki agar ho sakay tashreeh mil jay to plz share kajay
    thx
    w.salam
    jamil ahmad
    Attached Images Attached Images    

  11. #11
    jahmad is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd November 2014 @ 07:16 PM
    Join Date
    25 May 2009
    Posts
    255
    Threads
    68
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Arrow

    Quote oioioioioi said: View Post
    yaani keh mainay jo kaha hai sir wo aap nahi maanain geh ???

    bhai jis nay fatwa lagaya hai uss ko kehte to acha tha .. khamkha main kisi aur ko kehna aur ilzaam lagana kahan ki aqalmandi hai ??

    agar aap ka andaz poochnay wala hota to yaqeenan aap ko yahan samjhanay walay bohat millain geh .. lekin mere bhai apnay post ko parhiye aur bataiye kya yeh poochnay wala andaz hai ???

    main aaisi post main kabhii hissa nahi leta hoon .. lekin jab aap khas tor per kisi ko point out ker keh ilzaam lagana shoroo ho jain gey to majbooran bolna paray ga ... aap please .. achay threads banaiye .. sab ko qabool hai ... aur agar iss tarah k ikhtilaafi threads banain gey to siwaye larai k kuch nahi hoga ...

    beherhaal .. main aur hissa nahi loonga iss thread main .. baaqi aap ki marzi hai .. shukriya
    salam oioioioioioioi bhai
    yar aap to bilkul hi ageeb bath kar rahay hai
    jis sab nai ye likah ta mai ussi ki to bath kar raha hon jo bath aap kar rahay hai ILZAMAT ki to bhai ilzam to us wakat hota agar meray pass ye ishaar na hotay ilzam kis chez ka .aap phely is thread ko pherya phir ilzam ki bath kijay
    thx
    w.salam

Similar Threads

  1. ALLAH PAAK Ke Han Shirk Ki Bakhshish Nahi Hai
    By Fasih ud Din in forum Quran
    Replies: 8
    Last Post: 10th December 2014, 04:18 PM
  2. Kaya Hum Shirk Kartey Hein? / Are we making SHIRK?
    By Mohammed Ishaq in forum Islam
    Replies: 17
    Last Post: 1st February 2010, 11:08 PM
  3. Bayshak Allah Shirk Ko Nahi Bukshay Gaa
    By Shaukat Hayat in forum Ibadat
    Replies: 7
    Last Post: 30th September 2009, 04:06 PM
  4. Shirk
    By ABDULLAH. in forum Islam
    Replies: 5
    Last Post: 20th August 2007, 06:36 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •