aur kia taliban ne tu apne liye geo,express,sama channel nahi banaye k itni asaani se wo khabar shaya karenge.is k liye wo bbc ya cnn ko phone karenge magar waziristan me moble networks band hey abhi
hazrat swat main un se satellite phones bhee pakray gaye thay.un ke pas bohot jadeed euipments hain.pata nai kahan se liye hain.aur kia taliban ne tu apne liye geo,express,sama channel nahi banaye k itni asaani se wo khabar shaya karenge.is k liye wo bbc ya cnn ko phone karenge magar waziristan me moble networks band hey abhi
yaar settalite tu 25000 pe milta hey ye tu koi bari baat nahi hey
taliban waghera kuch ni, sirf Allah ka azab he.
u r righttaliban waghera kuch ni, sirf Allah ka azab he.
Talibaan Murdabad........Shikast Talibaan Ki hi Hogi
Pakistan Army Zindabad
aur ye 25000 kahan se aatay hai.aur 6000 jungjuon ka khana aur un ke liye rihaish aur aslah aur ammunation??????????yaar settalite tu 25000 pe milta hey ye tu koi bari baat nahi hey
1000000% agreed......Talibaan Dehshat Gard Hain aur ab Awaam Jaag Chuki hay.........Ab yeh log awaam ko mazeed Jihad kay naam par Bewaqoof nahin bana saktay...........Yeh Jihad nahin kar rahay yeh Dehshatgard hain aur Pakistan kay dushman .......... Pakistan Army Zindabad ,...., Pakistan Paindabad
pak artmy zinda bad taliban murda bad jin ko wazoo karny ki tamiz nahi hai wo islam ki baqa karin gay aye bary sary hindu hain india k liye kam karty hain kal america se paisy lety thy ajj us ko hi bura kehty hain hain din ka pata nahi islam pehlny aye bary koi bhi quam kufar k saath to reh sakti hai par zulm k saath nahi rewh sakti yeh main nahi kehta Quran pak mian likha hai or taliban zalim hain murda bad murda bad taliiban murda bad
Bookmarks