ma kuch video mail karna cahta hon kise ko un ka size takreeban 700 mb tak hai lakin ye file mail nahi ho rahe hai inbox ma sirf 25 ya 30 mb tak se send kar saktay ho ma kase send karon koi to tareeka ho ga itni bare bare file log ak dosry ko send kartay hain
plz ager kise ko pata hai to plz bata dain
Bookmarks