peer said:
ye sab to ap ko jawab daina hoga ab kio k ye sawalat to ushe tasalsul ka natija hia aur un ilzamat ka natija hai jo ap taliban per laga rhe the ,
ap k nazdeek taliban kafir , unki shariyat kufriya , khudkush hamla kufriya amal . aur amer ul momineen kehna mazak
to same sawal main nay ap k samne rakh diye
k hizbullah khud kush hamla kre to wo jaiz. , aur imam khomeni ki shariyat bhi jaiz hai ap k liye jis main homo** allow hai . aur iran k law main nafiz hai aur wahan shadian bhi ho rhi hain . ye be bunyaad baat nhi ye wahan k law main hai aur iski ijazat ap k imam khomaini nay di hai .
kiya ab bhi ap isko firka wariyat kaho gay ? ap kuch bhi keh do to wo firqa wariyat nahi hoti lakin jab same ap ko reaction mil jae to ap firqa wariyat kehte ho . ap nay ishe forum per ye sub batain ki to ishe forum per jawab bhi do
Bookmarks