*Asalam-o-Alikum*
Kia mojay koi bata sakta hay k free .com domain kaisay hasil kartay hain mai nay suna hay k agar kisi website jaisay www.godaddy.com say website banain to wo paisoon ke banti hay lekin agar kisi software say banain to free hoti hay. App mojay batain k kia yay such hay agar such hay to yay kaisay kartay hain