khirki, chand, kitab our main
muddat se ik baab aur main
shab bhar khelain apas mein
do aankhain, ik khawan aur main
moj our kashti sahil per
Dariya mein gardab our main
sham, udaasi, khamoshi
kuch kankar, talab our main
Har shab pakrey jatey hain
Gehri neend kitab our main...........
Bookmarks