jal nhi raha tumhari akal peh heraan ho raha houn
jal nhi raha tumhari akal peh heraan ho raha houn
kisi angrez ki ghulaami kr rahe ho.pakistan aao pir bolo
tumhara matlab k muslma wohi hota hai jo islamccontry mai rahay
sharm to tum ko aani chahye jo pakistan mai reh k pakistan ko barbad karnai ka sochtai ho..our pakistan k lye achi language nhi boltay ho
Allah ka shukar hai me angrez k mulak mai reh k bhi Namaz roza ka paband houn our apne pakistan k lye achi dua krta houn k Allah mere pakistan ko dehshtgardoun se mehfooz akhai Ameen
namaz bhi pr rahe ho aur sharab bhi kasrat se peete ho,aur us k saath saath dancing club me bhi jaate ho.shukar he me yaha bet k baat kr raha hoo.tum to altaf hussain ki tarha dosre mulko se hame naseehat karte ho.ao pakistan k tumhara pata chal jaye
tumharay jaahil honai k ik se barh k ik saboot hain
boht se muslman har maslak se yahan tableeg k lye aatay hain kia woh sab bhi yehi krtai hain
jaahil insan kabhi soch k bola kro....taalban zaalman murdabad
Allah ka shukar hai k mere famly pakistan mai hai our me bhi pakistan ata rehta houn........Allah pakistan ko mittanay waloun ka sochnai waloun ko he mitta dai Ameen
jaahil insan tumhara matlab hai k agr kisi ghair muslim country mai reho to wahan froud krna chahye daakay maarnai chahye......
me qaanoni tor peh pakistan paise send krta houn our pakistan mai tex pay krta houn our apni famly ki bhi khidmt krta houn
tum ko itny mirchain lag rahi hain jao tum bhi apne aap ko bomb se urra do....
apne mulk me bhi mehnat mazdoori hosakti hey.zaroori nahi k belgium me euro kamao
Bookmarks