Mere dost Haqiqat Haqiqat hi hoti hai and sab ko maloom hai k in tmaam hamlo kay zimma dar 1st per taliban hain 2nd per other countries
Kitni ajeeb baat hai na jab se betullah mehsood ko mara gya hai to mere khyaal se tehreek taliban ne hi uski mot ka badla lene ka faisla kia tha and me jab se note ker raha hoo k in hamlo me bohat tezi aagai hai
O bhaai mujhay zyada shoq nhi hai kisi se ladnay ka but haq ki baat hmesha bolni chahiay Ap ab har reply me punjabi,sindhi,bloch,qabaili logo ko ziker ker ker k yaha per inki ladaai kerwana chahtay ho???
Ager apko talibans ki videos dikhaao ga to apsay daikhi tak nahi jain gi and ap mujhay foj ki koi video dikhaao jis me unka salook kharaab ho
Army bastia nahi only talibans k thikaanay tabah ker rahi hai and mujhay lagta hai k 100% right kaam ker rahi hai Ye taliban hain jo k apni hat dharmi per utar aai hain
Islam me koi zabardast nahi hai to phir ye kio apni chalanay k liay schools colleges ko tabah ker dete hain???
Bhaaio jo baat sach hai wo bilkul sach hai aur wo ye hai k taliban zabardasti apni hat dharmi dikhaatay hain,School Collages Blast kertay hain,Suicide Bombers produce kertay hain,Logo k brain wash kertay hain,Womens ki taaleem ko acha nahi samajhtay,Taraqqi k mansoobo ko tabah kertay hain,Aur jab kahi inki na chalay to Universties me bomb blast's kernay ki dhamkia dainay lagtay hain
Inko me ye bata daina chaaho ga k
"Tum ye ker k humara kuch nahi bigaar saktay.Hum 1 kom hain aur tumhari waja se bohat se maasoom logo ki jaano ka zya ho chuka hai to Ya to tum khud hidayat pakar lo ya phir hamari Foj with full nation support tumhari taraf rawan dawan hai."
Tumhay jald hi pata lag jaai ga k tum kitnay galat thay!
Bookmarks