kiya kissi nay kabhi koi jinn daykha hay
kiya kissi nay kabhi koi jinn daykha hay
Janab app ya threat yahan per munasib nahi hay es laiy es ko Ginnat ki talash may Ask an Expert Section may bage dia jaiy ga.
Wasay may nay qafi dafa dayka hay aor un say mayri kafi achi dosti bi hay. app Q poch ray hay.
yaar app to mazaq samajh rahay hain main sanjeeda hoon bhai
main ,asal main research ker raha hoon taqay is ko parh ker koi jinn to reply karay ga
aik dafa main nay apnay dost say yeh sawal phoocha ta kay kiya us nay koi jinn daikha hay to woh ghayab ho gaya tha
Haan ji abhi abhi dekha hai
NO SPAMMING allowed in signatures here ........ itdunya.com team
Salam
hotay hongay zaroor hongay har jaga hotay
acha bahi is ka matlab hai aap ka dost bhi jiin tha nice aap zaruur jin par research karrein aur hamein bhi apni research shere kartay rehayee.ALbataa abhi tak main nay koi nahi dekha dekhat tu zarurr bataoo ga.ok
thanx...........
Kia jin
Asal main yeh jinnaat kai tarhan kay hootay hain, In main kuchch parhay likhay bhi hotay hain, Agar main parah likha hota to main app logon ko zaroon kuch or jinn kay baray main batata
Bookmarks