Aslaam-o-alikum to all muslim readers

Jee koi bataay kay
******** main kisi banday ko kayaa BLOCK bhi kiya ja saktaa hai

agar kiyaa ja saktaa hai to kiun
kayaa us ki jo galti ho usay koii warning bhi di jaati hai

kayaa ITDUNYA site ki protection itni zayaada hai kay isay koi hacker BLOCK nahi kar saktaa

Becausebaray baray hacker hain jo kuch bhi kar saktay hain

Is ki protection kay baaray main kuch batayan plzzzzzz

BEcause idar itnay dost itna itna accha kaam kar rehay hain yah na kahin kabhi Allah na karayn lakin kaya pataa koi hack na kar day BLOCk na kar or sab kaam khu main par jayaa


plzzzz puri information dayn

thanx