salam to all member
:: main nay do pc ki networking karni hain pehlay bhi main nay ki thi ....likin ab nahi ho rahi sab say pehlay main nay ip address main ja kar pc1 main 192.168.0.1 aur pc2 main 192.168.0.2 aur pc2 main gatway 192.168.0.1 diya . iss kay bad main pc2 main ja kay run aur \\pc1 kiya magar woh invalid path batata hain ..... ya tu koi virus hain ya phir phir main koi step chor raha hoon plz koi meri problem solve kar day
Bookmarks